Перейти к содержимому

Patton wali Shalgam Ki Bhujia & Shaljam Ki Sabzi

Zaiqay Hath Ke

0:00 / 0:00

Patton wali Shalgam Ki Bhujia & Shaljam Ki Sabzi

173 просмотра · 8 месяцев назад
Zaiqay Hath Ke
3,2 тыс. подписчиков
173 просмотра · 8 месяцев назад
Patton wali Shalgam Ki Bhujia & Shaljam Ki Sabzi Aaj hum le kar aaye hain Patton Wali Shalgam Ki Bhujia aur Shalgam Ki Lazeez Sabzi ki asaan aur desi recipe 🌿 Is recipe mein shalgam ke naram patton aur taza shalgam ko simple masalon ke sath pakaya gaya hai jo na sirf sehatmand balkay bohat hi mazedaar hai. Yeh dish sardi ke mausam ki khaas pehchan hai, jo roti ya parathay ke sath lajawab lagti hai. Kam masalon mein tayar hone wali yeh sabzi ghar ke har fard ko pasand aayegi. 👉 Agar aap desi, healthy aur quick sabzi recipes pasand karte hain to video ko Like, Share aur channel ko Subscribe karna na bhoolain.