Prabhuji tune Kaisa ras rachyao (lyrics✒️).... #joyguru
Karunamaye
0:00 / 0:00
Prabhuji tune Kaisa ras rachyao (lyrics✒️).... #joyguru
8 258 просмотров · 3 года назад
Karunamaye
137 подписчиков
8 258 просмотров · 3 года назад
Prabhuji tune Kaisa ras rachyao
Perm jal mein fas gaya manwa
Tumi bin Kuch na suhayeo ||
Moah ko tora Maya hatai
Bhakti prem ka path parai
bishaye bharam sab bikhar gaya ab
Tumne niti batayo ||
Jagat mujhko lage paraya
man lalsa sabko bhulaya
sakal basna bandhan chora
Tumse prit lagayo ||
Janam Janam ki pyas bujhai
Charan mein ashrai meine Pai
Bavabhye sanka tap dahan ko
Tumne aj mitayo ||
mere man ki tu hai joti
ab to tu hi meri Shakti
das hu tera seva mein
Jevan tujhko charayo ||
#joyguru #satsang #thakurji
🙏