18 साल के लड़के का बकरा फार्म | Goat Farming | Heavy Weight Sirohi Goats
Indian Farm Rover
0:00 / 0:00
18 साल के लड़के का बकरा फार्म | Goat Farming | Heavy Weight Sirohi Goats
390 666 просмотров · 3 месяца назад
Indian Farm Rover
686 тыс. подписчиков
390 666 просмотров · 3 месяца назад
18 साल के लड़के का बकरा फार्म | Goat Farming | Heavy Weight Sirohi Goats
Is video me aap milenge 18 saal ke Kamal Bhai se, jo Ajmer (Rajasthan) ke rehne wale hain aur itni kam umar me goat farming me kamaal kar rahe hain.
Kamal Bhai chhote age ke goats kharidte hain aur unko proper feeding, nutrition aur care dekar Eid ke liye ready karte hain. Unka focus hota hai healthy growth, fast weight gain aur high quality goats taiyaar karna, jo market me high demand me rehte hain.
Is video ki sabse khaas baat:
Ek bakra jiska weight hai approx 140 KG, dekhkar aap bhi hairaan reh jaoge
Contact - 77289 96410
#goatfarming
#eid2026
#heavyweightgoat