Nikah Nama Ki 7 Aham Baatein Jo Har Larki Aur Uske Parents Ko Zaroor Janni Chahiye!
Dr. Nazish Affan
0:00 / 0:00
Nikah Nama Ki 7 Aham Baatein Jo Har Larki Aur Uske Parents Ko Zaroor Janni Chahiye!
18 559 просмотров · 5 дн. назад
Dr. Nazish Affan
117 тыс. подписчиков
18 559 просмотров · 5 дн. назад
Nikah se pehle har larki aur uske walidain ko Nikah Nama ki ahmiyat aur apne sharai aur qanoni huqooq ke bare mein zaroor maloom hona chahiye.
Is informative video mein jaaniye Nikah Nama ki aham sharaait, larki ke huqooq aur woh zaroori baatein jinhein nikah se pehle samajhna bohat zaroori hai.
Yaad rakhein, Nikah Nama sirf ek dastavez nahi, balkay aapke huqooq aur mustaqbil se juda ek aham muahida hai. Nikah se pehle tamam sharaait ko samjhein aur zaroorat par qanoni mashwara hasil karein. ❤️
#NikahNama #MarriageRights #WomenRights #IslamicMarriage #UrduInformation