BUTT CHANNY WALA | Chaskay Baaz
Chaskay Baaz
0:00 / 0:00
BUTT CHANNY WALA | Chaskay Baaz
4 просмотра · 8 ч назад
Chaskay Baaz
39 подписчиков
4 просмотра · 8 ч назад
Lahore chanay ka asli maza aur street food ka purana andaaz. Dekhein humne kahan beth kar ye mazedaar nashta enjoy kiya.
Assalam-o-Alaikum dosto! Aaj hum pohanchay hain Lahore ki galiyon mein jahan humne try kiye garma garam aur mashoor Lahore chanay. Is video mein aap hamare sath shamil honge jab hum outdoor setting mein beth kar doston ke sath ye desi breakfast enjoy kar rahe hain.
Humne is video mein capture kiya hai Lahore food ka wo mahol jo sirf purane shehar ki galiyon mein milta hai. Agar aapko authentic street food aur doston ke sath khana peena pasand hai, toh ye video aapke liye hai.
Chaskay Baaz ko subscribe karein aur mazeed local food adventures ke liye hamare sath rahein. Comments mein batayein: aapko nashtay mein chanay pasand hain ya kuch aur?