Bombil Ka Teekha Hara Salan 🐟| Biryani Bhool Jayenge! | Green Fish Curry | Barkat Kitchen
Barkatkitchen11
0:00 / 0:00
Bombil Ka Teekha Hara Salan 🐟| Biryani Bhool Jayenge! | Green Fish Curry | Barkat Kitchen
248 просмотров · 4 нед. назад
Barkatkitchen11
110 подписчиков
248 просмотров · 4 нед. назад
Hello Friends! ❤️
Aaj Barkat Kitchen me hum bana rahe hain ekdam authentic aur teekha Bombil Ka Hara Salan (Green Bombay Duck Curry)! 🍛 Agar aapka bombil bante waqt toot jata hai ya salan me wo perfect green color nahi aata, toh is video me maine bataye hain wo saare aasan tips aur tricks.
Yeh khushbudaar aur chatpata haare masale ka salan garam-garam chawal ya bhakri ke sath ekdam next-level lagta hai. Is recipe ko end tak zaroor dekhein aur ghar par try karein. Agar video pasand aaye toh channel ko subscribe karke support zaroor karein! ✨👩🏻🍳😋
#bombilcurry #barkatkitchen #greenfishcurry
#fishcurry #bombayduckfish #fishrecipe
#seafoodlover #cooking #indianrecipes