Перейти к содержимому

Mohabbat Ki Nahin Jaati - Lyrics | Hero No.1 | Govinda | Karisma | Udit Narayan | Sadhana Sargam

Gaane Filmi

0:00 / 0:00

Mohabbat Ki Nahin Jaati - Lyrics | Hero No.1 | Govinda | Karisma | Udit Narayan | Sadhana Sargam

7 218 просмотров · 15 часов назад
Gaane Filmi
5,84 млн подписчиков
7 218 просмотров · 15 часов назад
Song Credits: Song: Mohabbat Ki Nahi Jati Movie: Hero No.1 Singer: Udit Narayan, Sadhana Sargam Music Director: Anand-Milind Lyricist: Sameer Lyrics: Mohabbat Ki Nahin Jaati Mohabbat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Mohabbat Ki Nahin Jaati Mohabbat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Suna Hai Maine Suna Hai Tune Yehi Kehte Hain Zamaanewaale Sharaarat Ki Nahin Jaati Sharaarat Ho Jaati Hai Mere Yaar Mere Yaar Sharaarat Ki Nahin Jaati Sharaarat Ho Jaati Hai Mere Yaar Mere Yaar Suna Hai Maine Suna Hai Tune Yehi Kehte Hain Zamaanewaale Mohabbat Ki Nahin Jaati Mohabbat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Sharaarat Ki Nahin Jaati Sharaarat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Kabhi Zor Dil Pe To Chalta Nahin Koi Jaanke Na Deewana Bane Kabhi Zor Dil Pe To Chalta Nahin Koi Jaanke Na Deewana Bane Mohabbat Ka Toofan Rukta Nahin Bhale Laakh Dushman Zamaana Bane Bhale Laakh Dushman Zamaana Bane Bagaawat Ki Nahin Jaati Bagaawat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Sharaarat Ki Nahin Jaati Sharaarat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Suna Hai Maine Suna Hai Tune Yehi Kehte Hain Zamaanewaale Mohabbat Ki Nahin Jaati Mohabbat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Mujhe Neend Aayi Nahin Raat Bhar Main Bistar Par Karvat Badalti Rahi Mujhe Neend Aayi Nahin Raat Bhar Main Bistar Par Karvat Badalti Rahi Tere Khwaab Mujhko Jagaate Rahe Meri Har Tamanna Machalti Rahi Meri Har Tamanna Machalti Rahi Ye Haalat Ki Nahin Jaati Ye Haalat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Mohabbat Ki Nahin Jaati Mohabbat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Suna Hai Maine Suna Hai Tune Yehi Kehte Hain Zamaanewaale Sharaarat Ki Nahin Jaati Sharaarat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar Mohabbat Ki Nahin Jaati Mohabbat Ho Jaati Hai Mere Yaar O Mere Yaar