Ali a.s Ka shair ly jata agar talwar dariya pr/Manqabat/Kazmi Brothers 110
Kazmi Brothers 110
0:00 / 0:00
Ali a.s Ka shair ly jata agar talwar dariya pr/Manqabat/Kazmi Brothers 110
84 556 просмотров · 8 лет назад
Kazmi Brothers 110
459 тыс. подписчиков
84 556 просмотров · 8 лет назад
Manqabat :
Ali a.s Ka shair ly jata agar talwar dariya pr
To krta aik ko do or do ko chaar dariya pr
Jo dekha ghaiz mein Ghazi a.s ko bhagdrh mach gai hr su
bhagory dhunty phirty thy koi ghaar dariya pr
Kaha dariya ny Ghazi a.s mujy bulwa lia hota
mein sharminda hun aye ap kun sarkar dariya pr
Agr Shabbeer a.s keh dety to kul aadha ko pairon sy
Kuchal deta merey Abbas a.s ka rahwaar dariya pr
Ijazat jung ki milti jo sakka-e-Sakina s.a ko
To lashon k nazar aty kain anmbar dariya pr
Khuda k shair ka shair aya to aesy adhu bhagy
K jesy a gye hon Haider e karar a.s dariya pr
#KazmiBrothers110
#2k18