Перейти к содержимому

Pavi Ke Ache Number Aaye Exam Me | Homework Ki Tension, Or Pavit Ne Gira Di Sharpener 😭

Pavi And Pavit 02 vlog

0:00 / 0:00

Pavi Ke Ache Number Aaye Exam Me | Homework Ki Tension, Or Pavit Ne Gira Di Sharpener 😭

187 просмотров · 12 дн. назад
Pavi And Pavit 02 vlog
258 подписчиков
187 просмотров · 12 дн. назад
Aaj Pavi ke school me PTM tha to hum waha gaye. Pavi ki Mam ne Pavi ki bahut tarif ki aur Pavi ke exam ke number bhi bataye. Pavi ke number ache aaye hai, hum sab bahut khush ho gaye. 🥰 Fir ghar aa kar dono ko Pavi aur Pavit ko apple kaat ke diya khane ke liye. Fir mai aur Mummy Mummy ki silai machine rakhne upar gaye to seedhi me machine Mummy par gir jaati par bach gaye, thank god! Fir machine upar rakh di. Uske baad Pavi ko homework bahut mil gaya tha kyunki Pavi ko fever tha to Pavi school nahi gayi thi isliye use homework bhi bahut karna tha aur school me poem composition tha to poem bhi learn karni thi. Par Pavit ne uski sharpener bed ke niche gira di aur use apne haath se nikalne bhi lag gaya par uske haath nahi aayi. 😂 Fir Pavi ne poem learn karke sunayi. Bas yahi tha aaj ke vlog me, aapko kaisa laga comment me zarur batana. Pavi ke liye best wishes de dena. #ptmvlog #pavikaptm #schoolexamresult #familyvlog #paviandpavit02vlog #dailyvlog #delhifamily #poemcompetition #homeworkvlog #simranpavi #indianmomvlog #pavipavit