Nihal Ne Ruchita Ko Saza Se Bacha Liya 😱 Maa Aur Dadi Ka Plan Hua Fail | Mansunder New Twist
Drama Digest TV
0:00 / 0:00
Nihal Ne Ruchita Ko Saza Se Bacha Liya 😱 Maa Aur Dadi Ka Plan Hua Fail | Mansunder New Twist
700 просмотров · 8 дней назад
Drama Digest TV
52 подписчика
700 просмотров · 8 дней назад
Nihal Ne Ruchita Ko Saza Se Bacha Liya 😱 Maa Aur Dadi Ka Plan Hua Fail | Mansunder New Twist
Mansunder ki aanay wali episode mein Ruchita ek badi mushkil mein phansne wali hai, jab Nihal ki maa aur dadi milkar usay badnaam karne ka plan banati hain. 🤯
Ruchita ki tabiyat kharab hone ke bawajood usay mehmanon ke samne kaam karne ke liye bheja jata hai. Iske baad ek badi ghalti ho jati hai aur mehman naraz hokar wapas chale jate hain.
Nihal ki dadi Ruchita ko do din tak khana na dene ki saza suna deti hain. Lekin isi waqt Nihal Ruchita ke haq mein khara ho jata hai aur apni maa aur dadi se aise sawal karta hai ke unka poora plan ulta par jata hai. 😱
Jab Nihal ke dada ko asal haqeeqat ka pata chalta hai to Ruchita ke bajaye Nihal ki maa aur dadi ko saza milti hai. Lekin kya ab unki sazishen khatam ho jayengi? Ya Ruchita ke khilaf ek aur bada plan banaya jayega?
📌 Video ko end tak zaroor dekhein aur aisi hi drama updates ke liye channel ko Subscribe karein.
#Mansunder #Ruchita #Nihal #DramaUpdate #IndianDrama #MansunderNewEpisode #DramaTwist #DramaStory #NihalRuchita #DramaDigestTV