Gareebon Ki Chicken Biryani | Free Of Cost | 2 Minute Recipe
AZ Family Kitchen & Vlogs
0:00 / 0:00
Gareebon Ki Chicken Biryani | Free Of Cost | 2 Minute Recipe
38 просмотров · 2 нед. назад
AZ Family Kitchen & Vlogs
30 подписчиков
38 просмотров · 2 нед. назад
غریبوں کی چکن بریانی 2 منٹ میں بغیر خرچے کے | Free of Cost Chicken Biryani
Assalam-o-Alaikum Dosto! 😍
Aaj me apke liye lai hun Gareebon Ki Special Chicken Biryani jo baghair kisi kharchay ke ghar ke saman se 2 minute me ban jati hai.
Ye biryani har ghareeb ghar me asani se ban sakti hai, kam masalay, kam kharcha aur zaiqa lajawab!
🥘 Is Video Me Dekhen:
✔️ Chicken Biryani banane ka asan tarika
✔️ Bina bazaar gaye biryani kaise banayen
✔️ 200 Rupay me poori family ke liye biryani
Ingredients: Chawal, Chicken, Pyaz, Tamatar, Dahi, Aloo
Video pasand aaye to LIKE 👍 SHARE 🔗 aur SUBSCRIBE 🔔 karna mat bhooliye!
#GareebonKiBiryani #ChickenBiryani #FreeOfCostBiryani #2MinuteBiryani