Перейти к содержимому

Aashiq Hain Magar Ishq Numayan | Classical Ghazal | Bekhud Dehlvi | Zahirana Ishq

Zahirana Ishq

0:00 / 0:00

Aashiq Hain Magar Ishq Numayan | Classical Ghazal | Bekhud Dehlvi | Zahirana Ishq

133 просмотра · 6 дней назад
Zahirana Ishq
183 подписчика
133 просмотра · 6 дней назад
Aashiq Hain Magar Ishq Numayan Nahin Rakhte |Bekhud Dehlvi | Classical Ghazal A timeless classical Urdu ghazal by the legendary poet Bekhud Dehlvi, expressing love with quiet confidence, restrained emotion and an elegant sense of mystery. “Aashiq Hain Magar Ishq Numayan Nahin Rakhte” beautifully captures the nature of a lover who feels deeply but never displays his love openly. Dedicated to to lovers of ‪@saregamaghazal‬ ‪@SUFISCORE‬ ‪@JashneRekhtaOfficial‬ Presented in a soulful classical mehfil atmosphere with expressive male vocals, warm harmonium, gentle piano, subtle tabla and delicate sarangi textures. The arrangement carries an old-world Urdu charm with romantic melancholy, graceful pauses and understated emotional depth. आशिक़ हैं मगर इश्क़ नुमायाँ नहीं रखते—यह ग़ज़ल उस मोहब्बत की कहानी है जो दिल में तो बहुत गहरी होती है, मगर दुनिया के सामने उसका इज़हार नहीं करती। ख़ामोश इश्क़, छुपे हुए अरमाँ और एक आशिक़ की बेपरवाह-सी शान इस खूबसूरत ग़ज़ल के हर शेर में महसूस होती है। Credits: ✍️ Shayar/Lyrics: Bekhud Dehlvi (1863-1955) 🎼 Music & Production: Zahirana Ishq 🎙️ Presented by: Zahirana Ishq Ghazal/Lyrics: आशिक़ हैं मगर इश्क़ नुमायाँ नहीं रखते हम दिल की तरह चाक गरेबाँ नहीं रखते Aashiq hain magar ishq numayan nahin rakhte Hum dil ki tarah chaak garebaan nahin rakhte सर रखते हैं सर में नहीं सौदा-ए-मोहब्बत दिल रखते हैं दिल में कोई अरमाँ नहीं रखते Sar rakhte hain sar mein nahin sauda-e-mohabbat Dil rakhte hain dil mein koi armaan nahin rakhte रखने को तो रखते हैं ख़बर सारे जहाँ की इक मेरे ही दिल की वो ख़बर हाँ नहीं रखते Rakhne ko to rakhte hain khabar saare jahaan ki Ik mere hi dil ki woh khabar haan nahin rakhte दिल दे कोई तुम को तो किस उम्मीद पर अब दे तुम दिल तो किसी का भी मिरी जाँ नहीं रखते Dil de koi tum ko to kis ummeed par ab de Tum dil to kisi ka bhi meri jaan nahin rakhte गो और भी आशिक़ हैं ज़माने में बहुत से 'बेख़ुद' की तरह इश्क़ को पिन्हाँ नहीं रखते Go aur bhi aashiq hain zamaane mein bahut se 'Bekhud' ki tarah ishq ko pinhaan nahin rakhte #ZahiranaIshq #Ghazal #BekhudDehlvi #ClassicalGhazal #SadGhazal #urdughazal #UrduShayari #SadSong #Ishq #Mohabbat #SufiMusic #sufiqawwali #qawwali © All Rights Reserved. Unauthorized re-uploading or reuse of this video is not permitted.