Rich बनने के लिए ज्यादा पैसा नहीं, ये 5 Financial Rules चाहिए!
Power Of Money
0:00 / 0:00
Rich बनने के लिए ज्यादा पैसा नहीं, ये 5 Financial Rules चाहिए!
38 просмотров · 2 нед. назад
Power Of Money
47 подписчиков
38 просмотров · 2 нед. назад
Rich बनने के लिए ज्यादा पैसा नहीं, ये 5 Financial Rules चाहिए!
Log sochte hain ameer banne ke liye lakhon rupaye chahiye, par sach ye hai ki ameer banne ke liye Paise se zyada Soch chahiye.
Gareeb aur Ameer me sirf income ka farak nahi, Financial Rules ka farak hai. Agar aap ye 5 Rules 20 saal ki umar me samajh gaye to aap 30 tak financially free ho sakte ho.
Is video me maine wo 5 Rules bataye hain jo School me kabhi nahi sikhaye jate, par har crorepati inhe follow karta hai.
*Is Video Me Aap Seekhoge
Ameer kyun Ameer bante ja rahe hain?
Pay Yourself First - Paisa aate hi kya karna hai
Rule 2: 72 Hours Rule - Faltu Kharch kaise roke
Rule 3: Asset vs Liability - Gareeb ko kya nahi pata
Rule 4: Income Ke 2 Type - Ek se aap kabhi ameer nahi banoge
Rule 5: Money Ko Naukri Pe Kaise Lagaye (Compounding)
Bonus - Meri sabse badi galti jo aap mat karna
Ye video unke liye hai jo kam paise me bhi Rich Mindset banana chahte hain.
COMMENT KARO - Aap in 5 me se kaunsa Rule aaj se follow karoge?
Agar video ne value di ho to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zaroor karo.
#RichMindset #FinancialFreedom #MoneyRules #PaiseKaGyaan #Finance
---
Hashtags:
#RichKaiseBane #FinancialRules #MoneyManagement #PersonalFinance #AmeerBanNeKeNiyam #FinanceInHindi #RichMindset