Story of a Misfit | Farak | Hustle 5 Apna Homeground
KaanPhod Music
0:00 / 0:00
Story of a Misfit | Farak | Hustle 5 Apna Homeground
89 532 просмотра · 2 нед. назад
KaanPhod Music
9,49 млн подписчиков
89 532 просмотра · 2 нед. назад
A deeply personal portrait of a misfit who refuses to sell his art, compromise his values or measure success purely through money. He reflects on hardship, ego, leaving home and walking his own path; while treating relationships, love, purpose and artistic integrity as the real things worth earning.
Watch the Full Episode here - https://jiohotstar.onelink.me/MB9R/ll...
Song Credits
Track Name: Story of a Misfit
Written & Performed by: Farak
Music Producer: Aditya Pushkarna
Primary Artist: Farak
Track Name: Story of a Misfit
Singer/Performed by/Cast: Farak
Lyricist/Written by: Farak
Music Produced by: Aditya Pushkarna
Co-Composer: Aditya Pushkarna
Music Label:
Genre: Hip-Hop
Sub-Genre: Rap
Language: Hindi, English
Country of Origin/Source: India
Music Team
Beat Makers: Maara, Bhu., UKato, Outfly, hello manisten, Dikshyant, Yash Kapoor, Exult Yowl, Yash Tiwari, Akshay The One
Rap Coach : Mc Heam
Recording Engineers: Dash, AresOnMars, Kyla, Ritik Koul, Pukhraj Sonkar
Mixing Engineers: Rahul Prabhakaran, Dhruv Trivedi
Lyrics
I’M THAT SAME FISH THAT COULDN’T FLY
MOST HATED THI DUKHAD LIFE
BEREHAM YEH HUNAR KHAAYE
I’VE BEEN BLATANTLY BONAFIDE
UNSTABLE- DOSH GHUTAN KA HAI
MERI SEHAT PAR BILKUL NA JAAYEIN
MAIN KAAT SAKTA GARDAN USKI JO BHI AAGE PHUDAK RAHA HAI
BUT I CHOOSE NOT TO
HAR MEHERBAAN EK ZAALIM HOTA KHOONKHAAR KHUD
HUM ZEHER KHAANE KE AADI TOH MEHSOOS NA KUCH
ISS AHANKAAR SE AZAADI AB TAK DHOONDH RAHA HOON
MAIN AQSAR BHOOLTA HOON
KE NAAM FARAK
MERA SAANS LENA BHI ART HAI
MERA SAB KUCH LELO
PAR BIKAU NAHI THEHRA IMAAN YEH
JO CHHUA SONA BANTA HAI
PAANE KO KHONA PADTA HAI
I'M ALWAYS ALL IN
KOI DAAV NAHI KHELA HISAAB SE
MANZIL KHUD CHAL KAR KE AATI
MERA PURPOSE RASTA BANAANA
THAAN LIYA PHIR NA MUKAR PAAYE
MAIN DATT KAR BAS THA KHADA RAHA
HAI BY-PRODUCT YEH PAISA
MAIN BAS SAMBANDH AUR PYAAR KAMAATA
YEH JHOOTH HAI KE MILTA SAB KO SANKATON KA SAMADHAAN
THIS THAT STORY OF A MISFIT
THIS THAT STORY OF A MISFIT
RASTE MEIN JO AAYA SAB SEH GAYA
NA MOH MAAYA SE BEHKA
MAIN MARUNGA RUKA JIS DIN
THIS THAT STORY OF A MISFIT
THIS THAT STORY OF A MISFIT
DIL MEIN JO AAYA SAB KEH GAYA
NA RO PAAYA JAB SEHMA
MAIN BURADA BAN GAYA GHIS GHIS
I’M HERE TO SERVE A PURPOSE
MERI ARTISTRY COMMERCIAL
ZYAADA PAISA BHI BANTA GAR ARTIST ART KO SAMARPIT
MAIN BADLAAV SE AAKARSHIT
SAMAAJ SE APARICHIT
AGLE KUCH SAAL MEIN UTHA DOON SAARE AANKDO KI ARTHI
KALAKAARI KI KASAM
KABHI THAAMI NAHI QALAM
AUR SABAR ITNA MUJH MEIN KE GHADI KOI AATI NAHI PASAND
JAB GAYA PAANI SAR SE BADH
KHUD HEE SAMBHAALI YEH DAGAR
BACHPAN MEIN MILEE NAHI
AB MUJHKO NAHI SHABAASHI KI QADAR
KUCH PAIMAANON MEIN
KUCH KAAYARON MEIN PHAS GAYE
KHUDA KA SHUKRAANA HUM
DAAYERON SE BACH GAYE
SAALA BHAAYA NAHI KUCH HAD MEIN
PAAYA NAHI KUCH BHAR-PAET
TOH MAIN CHALTA CHALAA CHALTA CHALAA
GHAAYAL HO GAYE TALVE
I STAND FOR A CHANGE AUR YEH SUNSAAN RASTA HAI
KOI CIRCLE NA RAKHNE MEIN ZYAADA BOOTA LAGTA HAI
MUJHKO DEKHEIN AUR SAB SOCHEIN LADKA BHOOLA BHATKA HAI
PAR JAB CHHOOTA GHAR TOH HUM WAHIN KE
JAHAN KHOOTA GADD JAAYE
THIS THAT STORY OF A MISFIT
THIS THAT STORY OF A MISFIT
RASTE MEIN JO AAYA SAB SEH GAYA
NA MOH MAAYA SE BEHKA
MAIN MARUNGA RUKA JIS DIN
THIS THAT STORY OF A MISFIT
THIS THAT STORY OF A MISFIT
DIL MEIN JO AAYA SAB KEH GAYA
NA RO PAAYA JAB SEHMA
MAIN BURADA BAN GAYA GHIS GHIS
-----
Hustle 5, Co-powered by @tictacindia, @wildstoneofficial and @gulfoil.india. Starts 8th August, every Saturday & Sunday at 7 PM, only on JioHotstar and MTV
#Hustle5 #IndianHipHop #DesiRap #RapCulture #Badshah #EPR #Agsy #Paradox #McSquare #HipHopCommunity #HustleIsBack #DHH #MTV #HustleOnMTV
-----
-----
Follow Kaanphod to know more:
👉 Subscribe to KaanPhod : / @kaanphodmusic
👉 Like us on Facebook: / kaanphod
👉 Follow us on X: https://x.com/kaanphodmusic?s=11
👉 Follow us on Instagram: / kaanphodmusic
----