Best Shopping in Madina 🇸🇦 | Amazing Food Street & Respect Peshawari | Madinah Vlog
Imran Rahimi
0:00 / 0:00
Best Shopping in Madina 🇸🇦 | Amazing Food Street & Respect Peshawari | Madinah Vlog
1 252 просмотра · 2 дня назад
Imran Rahimi
28,8 тыс. подписчиков
1 252 просмотра · 2 дня назад
Assalam-o-Alaikum dosto! ❤️
Aaj ke is vlog mein aap ko Madina Munawwara ki khoobsurat shopping market aur Food Street ki sair karwata hoon. 🇸🇦
Is video mein aap dekhenge different shopping items, handbags, kapray aur market ki ronak, jahan shopping ka apna hi maza hai. Is ke saath hum ne enjoy kiya delicious food aur Matam Peshawari ke khanay ka bhi maza liya. 😍🍽️
Agar aap Madina Sharif aa rahe hain ya Madina ki shopping markets, food streets aur Pakistani food ke baare mein dekhna chahte hain, to yeh vlog aap ke liye hai.
❤️ Video ko end tak zaroor dekhein aur comments mein batayein ke aap ko shopping pasand aayi ya food!
👍 Video achi lage to Like karein, Channel ko Subscribe karein aur apne friends aur family ke saath Share karein.
Allah Pak aap sab ko khush rakhe aur Madina Munawwara ki hazri naseeb farmaye. Ameen. 🤲