Перейти к содержимому

पूरब से पश्चिम तक हिल गया अखिलेश यादव के साथ आए दिग्गज नेता ! Samajwadi Akhilesh

Samajwadi Akhilesh

0:00 / 0:00

पूरब से पश्चिम तक हिल गया अखिलेश यादव के साथ आए दिग्गज नेता ! Samajwadi Akhilesh

25 862 просмотра · 6 ч назад
Samajwadi Akhilesh
1,05 млн подписчиков
25 862 просмотра · 6 ч назад
Poorab se lekar Paschim tak hil gaya UP! Akhilesh Yadav ne diya shandaar bhashan Samajwadi Party ke Rashtriya Adhyaksh Akhilesh Yadav ki maujoodgi mein Dara Singh Prajapati ne Samajwadi Party ki sadasyata grahan ki. Dara Singh Prajapati Muzaffarnagar Lok Sabha seat se Bahujan Samaj Party ke ticket par chunav lad chuke hain. Unke SP mein aane ko Paschimi Uttar Pradesh ki rajneeti se jodkar dekha ja raha hai. Wahin, Sardhana kshetra ke Zila Panchayat Sadasya Ashwini Sharma ka naam bhi SP mein shamil hone wale netaon ke sandarbh mein saamne aaya hai. #AkhileshYadav #SamajwadiAkhilesh #Akhilesh