Ab Ice Breaking Ho Rahi Hai | Fairy Tale 2 Episode 4
Fairy Tale
0:00 / 0:00
Ab Ice Breaking Ho Rahi Hai | Fairy Tale 2 Episode 4
44 348 просмотров · 1 г. назад
Fairy Tale
309 тыс. подписчиков
44 348 просмотров · 1 г. назад
Ab Ice Breaking Ho Rahi Hai | Fairy Tale 2 Episode 4
Farjaad Aur Umeed ne sulah kar li | Tum meri mangetar ho
Fairy Tale 2 Episode 4 👉 • Fairy Tale Season 2 | Episode 4
Fairy Tale aik aisa drama hai jo aik mutawassit gharane ki larki umeed ke gird ghoomta hai jo ameer banne ka khwab dekhti hai aur us ke liye her mumkin rasta apnati hai.Lekin jald usko ehsas hota hai ke haqiqi zindagi mein na paryan hoti hain aur na hi jadoo hota hai balke her khwahish ki aik qeemat hoti hai. Wo apne khabon ki taabir ke safar main kon kon se tajurbat se guzarti hai aur zindagi, rishton ke kon se sabaq seekhti hai, wo sab is drame ka hissa hain. Aur akhir wo seekhti hai ke asal jadoo apne ander he hota hai.
CAST:
Ali Safina
Sehar Khan
Hamza Sohail
Saleem Sheikh
Adnan Raza Mir
Aena Khan
Salma Hasan
Tehseen Wajahat
Hina Rizvi
Saman Ansari
Amna
#FairyTale #HumTv