Перейти к содержимому

koi Gul baqi rahega na chaman rah jayega ||munazir hussain badayuni || Sayyed Qifayat Ali Kafi||naat

ISLAMIC HISTORY CHANNEL

0:00 / 0:00

koi Gul baqi rahega na chaman rah jayega ||munazir hussain badayuni || Sayyed Qifayat Ali Kafi||naat

39 258 просмотров · 2 г. назад
ISLAMIC HISTORY CHANNEL
4,91 тыс. подписчиков
39 258 просмотров · 2 г. назад
koi Gul baqi rahega na chaman rah jayega ||munazir hussain badayuni || Sayyed Qifayat Ali Kafi||naat koi gul baaqi rahega na chaman reh jaaega par Rasoolullah ka deen-e-hasan reh jaaega ham-safeero baag mein hai koi dam ka chehchaha bulbulen ud jaaengi, soona chaman reh jaaega atlas-o-kamkhwaab ki poshaak par naazaa'n na ho is tan-e-be-jaan par KHaaki kafan reh jaaega naam-e-shaahaan-e-jahaa.n miT jaaenge lekin yahaa.n hashr tak naam-o-nishaan-e-panjtan reh jaaega jo pa.Dhega saahib-e-laulaak ke upar durood aag se mehfooz us ka tan-badan reh jaaega sab fana ho jaaenge, Kaafi ! wa lekin hashr tak naa't-e-hazrat ka zubaano.n par suKHaan rekh jaaega ye naat-e -paak SAYYED QIFAYAT ALI KAFI MURADABADI SAHAB ye likhi hai jb apko fansi ki saza hui tb apne fansi se phle ye jail me likhi aur utni hi achhi awaaz aur andaz se pda hai munazir hussain badayuni sahab ne ‪@islamichistorychannel7998‬