Cuttack Famous Choudri Bazar Durga Puja Pandal 😍 | Angul Me Shopping 🛍️ | Durga Puja Vlog
Asunita Vlogs
0:00 / 0:00
Cuttack Famous Choudri Bazar Durga Puja Pandal 😍 | Angul Me Shopping 🛍️ | Durga Puja Vlog
71 просмотр · 10 дн. назад
Asunita Vlogs
279 подписчиков
71 просмотр · 10 дн. назад
Hello everyone ❤️🙏
Welcome back to my channel, A Sunita Vlogs! 🌸
Aaj ke vlog mein aap sabhi ko lekar chal rahi hoon Cuttack, jahan humne famous Choudri Bazar Durga Puja Mandap dekha. 🛕✨
रास्ते में कई खूबसूरत Durga Puja pandals ki decoration dekhi, Bhairav ji ke darshan kiye aur Cuttack ke festive atmosphere ko enjoy kiya. ❤️
Uske baad hum wapas Angul aaye aur yahan ke bhi kuch beautiful Puja mandaps ki decoration dekhi. Phir shuru hui saree shopping! 🛍️ Ghasiram Royals mein bahut saari beautiful sarees dekhne ke baad apni pasand ki saree choose ki aur end mein tasty chaat bhi khaya. 😋
Aur haan, kal aane wala hai mera Puja Special Vlog! 🪔🌺
Puja Special vlog dekhne ke liye channel par bane rahiye aur video ko like, share aur subscribe karna na bhoolein. ❤️Thank you for watching! 🙏
#DurgaPujaVlog #CuttackVlog #AngulVlog #SareeShopping #ASunitaVlog #DurgaPuja #vlog
#youtubevideo