Mangte Hain Karam Unka Sada Mang Rahe - Shahbaz Fayyaz Qawal Urs Nosha Pak 2016
NOSHAHI 9
0:00 / 0:00
Mangte Hain Karam Unka Sada Mang Rahe - Shahbaz Fayyaz Qawal Urs Nosha Pak 2016
12 008 просмотров · 6 лет назад
NOSHAHI 9
40,7 тыс. подписчиков
12 008 просмотров · 6 лет назад
Mangte Hain Karam Unka Sada Mang Rahe - Shahbaz Fayyaz Qawal Urs Nosha Pak 2016
Assalam-o-Alaikum Pyare Viewers! ✨
Aaj ki is video mein suniye nihayat hi pyara aur roohani kalam "Mangte Hain Karam Unka Sada Mang Rahe". Is khoobsurat Naat Sharif Qawali ko mashhoor qawwal Shahbaz Hussin Fayyaz Hussain ne apni makhsoos aur dilkash awaz mein pesh kiya hai.
Hamare YouTube Channel par khush aamdeed. Yeh channel Hazrat Haji Muhammad Nosha Ganj Bakhsh Qadri (R.A) ki taleemat, Darbar-e-Aliya Ranmal Sharif ke roohani manazir aur salana programs ki coverage ke liye banaya gaya hai.
Video Details
🎤 Qawwal: Shahbaz Hussin Fayyaz Hussain Qawal (Baddomalhi Walay)
📅 Event: Nosho Pak Urs 20216
📍 Location: Nosho Pak Darbar Ranmal Sharif
🎵 Category: Naat Sharif Qawali
🎥 Camera Crew:
Tahir Babla
Jamal Nasir
Ahmad Ali
🎧 Recording: Noshahi Production Peshawar
🎬 Editing: Haji Jamil Hussain Noshahi
Hamare Salana Programs Ki Tafseel
1️⃣ Salana Urs Mubarak – June (Har Ki Doosri Jumeraat)
Sultan-ul-Arifeen Hazrat Haji Muhammad Nosha Ganj Bakhsh Qadri (R.A) ka salana Urs Mubarak har saal June ke mahine mein Har ki doosri Jumeraat ko nihayat aqeedat-o-ihtiram se manaya jata hai.
📍 Location:
Darbar Aliya Hazrat Haji Muhammad Nosha Ganj Bakhsh Qadri
Ranmal Sharif, Tehsil Phalia, District Mandi Bahauddin, Punjab
2️⃣ Salana Urs Roohani Program – 29 October
Har saal 29 October ko:
1. Sahibzada Baba Sher Ali Shah Noshahi Qadri
2. Sahibzada Peer Haji Muhammad Hussain Shah Noshahi Qadri
3. Sahibzada Peer Haji Amjad Iqbal Shah Noshahi Qadri
ke Urs Mubarak ke silsile mein aik azeem roohani mehfil ka inqad kiya jata hai.
📍 Location:
Dera Salman Ali Shah, Ranmal Sharif
Darbar Aliya Hazrat Haji Muhammad Nosha Ganj Bakhsh Qadri
Tehsil Phalia
3️⃣ Dali Mubarak Program (Peshawar)
Hazrat Haji Muhammad Nosha Ganj Bakhsh Qadri ki Dali Mubarak har saal Peshawar mein bhi nihayat aqeedat se manayi jati hai.
📍 Location: Peshawar City
Agar aap ko yeh roohani kalam pasand aaye to Video ko Like 👍 karein, Share karein aur Channel ko Subscribe karein taake aap tak aisi aur roohani mehfilain pohanchti rahein. Bell icon 🔔 zaroor press karein.
Lyrics Mangte Hain Karam Unka Sada Mang Rahe
#mangtehainkaram
#shahbazfayyazqawal
#noshahi9