Перейти к содержимому

Gaon Ka Sukoon 🌳🥰Sheher Me Kaha - Ye Hai Meri Jannat

Vibhuti Vlogs30

0:00 / 0:00

Gaon Ka Sukoon 🌳🥰Sheher Me Kaha - Ye Hai Meri Jannat

30 просмотров · 9 дн. назад
Vibhuti Vlogs30
37 подписчиков
30 просмотров · 9 дн. назад
Sadhopur Ring Bandh Ka Desi Andaz Yahan Ka Cricket Ground, Yahan Ka Nazara Sadhopur Ring Bandh, Majhwalia ka ye khula hara bhara maidan sirf ek ground nahi, hamare gaon ki shaan hai Yahan har shaam ladke cricket khelte hain, peeche chhota Ring Bandh, uspar hariyali, side mein chhota pokhra aur door laal sari mein jaati mahilayein yehi hai hamara asli desi nazara. Is ground ki khaas baat ye hai ki yahan ka pitch chalk se mark kiya hua hai, pure desi style mein. Na koi boundary wall, na lights, bas khula aasman aur dosti bhara cricket. Barish mein paani bhar jata hai, garmi mein dhool udti hai, par khel kabhi nahi rukta. #Sadhopur #SadhopurRingBandh #RingBandh #DesiAndaz #DesiSwagat #GaonKaNazara #ApnaGaon #Bihar #Bihari #BihariStyle #VillageLife #VillageCricket #GullyCricket #CricketGround #DesiCricket #CricketLovers #CricketFever #GaonKaCricket #HamarBihar #Majhwalia #Hariyali #Prakriti #NatureLovers #DesiBoys #GaonKiMasti #SadhopurKaNazara #BiharKeLonde #shorts #viralvideo #viralvideo ________________#VibhutiVlogs30 ____________ __Thnks support kijiye ❤️🫶🙏