Перейти к содержимому

Karwa Chauth Vlog 2026 ❤️ Sargi, Puja & Full Day Celebration | Na Suraj Dikha, Na Chaand! 🌧️

Munmun Ki Zindagi

0:00 / 0:00

Karwa Chauth Vlog 2026 ❤️ Sargi, Puja & Full Day Celebration | Na Suraj Dikha, Na Chaand! 🌧️

183 просмотра · 6 дн. назад
Munmun Ki Zindagi
41 подписчик
183 просмотра · 6 дн. назад
Karwa Chauth 2026 ❤️🌙 | Sargi, Puja, Getting Ready & Full Day Vlog Hello everyone! ❤️ Welcome back to Munmun Ki Zindagi 🥰 Aaj ke vlog mein aap sabke saath share kar rahi hoon apne Karwa Chauth ki poore din ki beautiful memories. ❤️ ✨ Sargi ki taiyari 💄 Karwa Chauth ke liye ready hona 🙏 Karwa Mata ki puja 🍽️ Ghar mein khana prepare karna ❤️ Vrat aur festival ki special memories Lekin is baar Karwa Chauth par mausam ne saara plan badal diya! 🌧️ Itni tez baarish hui ki na suraj dikhai diya aur na hi chaand. Aakhir mein humein bina chaand dekhe hi vrat kholna pada. 🥺🌧️ Kabhi-kabhi festivals plan ke according nahi hote, lekin unse judi memories hamesha special rehti hain. ❤️ Aapko hamara Karwa Chauth vlog kaisa laga, comment karke zaroor batana. 🥰 Video pasand aaye toh LIKE karein, apna pyaar COMMENT mein share karein aur channel ko SUBSCRIBE karna na bhoolein. ❤️ Thank you for being a part of our little world! 🫶 #KarwaChauth2026 #KarwaChauthVlog #MunmunKiZindagi #KarwaChauth #FamilyVlog #IndianFestival