Перейти к содержимому

Mout | Maulana Ishaq | Fri-10062005 | Maulana Ishaq Official

Maulana Ishaq Official

0:00 / 0:00

Mout | Maulana Ishaq | Fri-10062005 | Maulana Ishaq Official

892 просмотра · 8 лет назад
Maulana Ishaq Official
10,3 тыс. подписчиков
892 просмотра · 8 лет назад
#MaulanaIshaqOfficial #MaulanaIshaq Title : Mout | Maulana Ishaq | Fri-10062005 | Maulana Ishaq Official 07:50 : - Hazoor (SAW) ka duniaa sa parda farmana namona hai. Hazoor (SAW) nae farmay jab tumhay koi musibat ay tau mari museebaton ko yad kar liam karo. 09:59 : - Hazrat Ayesha (R.A) se rawayat hai ke jab tumhe koi sadma ponchay tu tum maire sadmay ko yaad kia karo ke mainy Hazoor (SAW) ka sadma daikha hai. 10:53 : - Hazrat Abu Hurara se rawayat hai ke Hazoor (SAW) ne kahi bar farmaya jitna hoskay mujhy daikhlo kiou ke 1 waqt aisa ayega ke log kahaingey humsay hamara sara maal lay lo aur Hazoor ka deedar karwado. 11:11 : - Madine main kise ki wafat ka soog karne ka dastoor. Hawala Al Badar Rubani (jild 21, page 250). Rasool (SAW) e jab dunia ma nai rahe tu koi kaisey reh sakte hai. 13:13 : - Hazoor (SAW) ne farmay jis ke 2 rishty dar agay chlay gaye yani dunia choor gaye aur unho ne unko martay daikha aur sadma saha Allah unko fard bana daita hai Sawal ke jiska rishte daar hi 1 ho. Jawab ke Allah us 1 ko bhi bana daita hai Sawal ke jiska koi rishta daar na ho. Farmaya uska ma hota hun 16:47 : - Hazoor (SAW) ke bagair kamyabi nai honi. Hazoor (SAW) ko choor kar koi bhi amal kiya jaye wo qabool nai Main buron sa lakh bura sahi magar unse he maira wasta mari laaj rakhne mairy khuda ya tairy Habib ki baat hai. 18:21 : - Namaz e janaza ki ahmiyat. Rafayadain ka hukam kyun howa. Allah jise maaf karna chahta hai uska naam apne Nabi ke mun par lata hai Nabi apni marzi se kise ko maaf nai kar sakta. Sanu fazal tairy utay naaz kareema tay hor garoor na koi barhurmat Nabi pyaray bakhsha kul taqseer jo hoi Surah Fatiha namaz e janza main parhna sab sa afzal hai. Allah ka apna hukam ha ke mairy Habib par 1 bar darood bhajon ma 10 rehmatain karta hun 10 gunnah bakhsta hun aur 10 darjaat bulnd karta hun Allah ne khud hukam dia janaza parho aur mayat ki bakhshish ki mujh sa dua karo. Marnay waly ki buraiyan na karo. 27:03 : - Namaz e Janza ki 4 taqbeerain aur unka fida. 28:55 : - Hazrat abu Hurara sa aik shaks ka sawal ke ap namz e janaza ma kon c dua parhte hain. Hazart Abu hurara ki dua janaza main. Ratti hoi duaon ka koi fida nai. 32:36 : - Hazoor (SAW ke chacha Hazrat Abas aur unka adab. Hazoor (SAW) ka adab. Hazrat Abbas (R.A) ki wafat ka zikar or un k baity sa 1 badhu ki tasalli 36:52 : - Hazoor (SAW) aur sahaba akram ki sunnat qabar par 3 buk matti ke dalna. Hazrat Ali (R.A) ki dua qabbar par matti dalte huay. Hazoor (SAW) ne farmay qabar par matti dalne waly ko 1 1 zaray ke mutabik naiki milygi. Saad Ibn e Maaz ki mout par Allah ka arsh hila. 40:41 : - Naik rooh aur badkaar rooh ke sath salook. 42:29 : - Jazaza parhaty hoay Hazrat Abu Bakkar ki dua. 43:30 : - Hazrat Salman Farsi ki wafat par Hazrat Ali (R.A) ke 2 shair. 47:06 : - Namaz e Janaza Parhanay ka tariqa. Gaibana namaz e janaza kuch nai. Gaibana namaz e janza nai parhna chahiye. Note : On this channel, the lectures of Maulana (R.A) are uploaded in an order and this is the official channel of Maulana Ishaq (R.A).