Chapter 2: How to Use Chat GPT for Learning | Chat GPT का उपयोग कैसे करें | Hindi
CodeYogi
0:00 / 0:00
Chapter 2: How to Use Chat GPT for Learning | Chat GPT का उपयोग कैसे करें | Hindi
3 291 просмотр · 1 г. назад
CodeYogi
32,4 тыс. подписчиков
3 291 просмотр · 1 г. назад
CodeYogi Pathshala:-
Is class mein humne seekha ki AI apps jaise ChatGPT ko use kaise karte hain aur uska padhai ya anya kaamon mein kaise upyog mein late hain. (इस क्लास में हमने सीखा की AI apps जैसे ChatGPT को use कैसे करते हैं और उसका पढाई या अन्य कामों में कैसे उपयोग में लाते हैं।)
------------------------------------
✍🏼 Homework:
------------------------------------
1. Diye link se free app ChatGPT playstore se phone pe install karein: https://bit.ly/420wHUC
2. Ab aapko 3 kaam karne hain:
a. Usse kuch bhi likhkar baat karein- Kisi bhi topic ke baare me puchein, aur fir kam se kam 5 aur sawal puch kar kisi bhi topic ko usse samjhein. Niche kuch examples bhi diye hain.
b. Koi bhi photo khich kar use bhejein - Aur puchein usse ki usme use kya dikhai de raha hai.
c. Use koi PDF upload karein, example ke liye is link se download kar lein, aur usse us PDF ke baare mein kuch bhi sawal puchein. (Is pdf se sambandhit sawal niche example mein diye hain)
3. Ab aapko niche comments mein apne sawal jawab ityadi ki 2-3 copy karke niche comments mein daalni hai.
-----------------------------------
✍🏼 Homework (हिंदी):
------------------------------------
1. दिए गए लिंक से फ्री ऐप ChatGPT playstore से अपने फोन पर install करें: [https://bit.ly/420wHUC]
2. अब आपको 3 काम करने हैं:
a. लिखकर बातचीत करें - किसी भी विषय के बारे में पूछें, और फिर कम से कम 5 और सवाल पूछकर उस विषय को समझें। नीचे कुछ उदाहरण दिए गए हैं।
b. कोई फोटो खींचकर भेजें - और उससे पूछें कि उसे उस फोटो में क्या दिखाई दे रहा है।
c. कोई PDF अपलोड करें - उदाहरण के लिए, इस लिंक से PDF डाउनलोड करें और उससे उस PDF के बारे में कुछ भी सवाल पूछें। (इस PDF से संबंधित सवाल नीचे उदाहरण में दिए गए हैं।)
3. अब आपको अपने सवाल-जवाब की 2-3 कॉपी करके नीचे दिए गए comments में डालनी है।
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Examples:
1. (Will be Provided Soon)
#ChatGPT #AIforStudents #LearningWithAI #StudyWithAI #AIApps #CodeYogi #TechForStudents #AIinEducation #AIStudyCompanion