किसी की मुस्कुराहटो पे हो निसार HD - अनाड़ी - राज कपूर, नूतन - मुकेश - Old Is Gold
Goldmines Gaane Sune Ansune
0:00 / 0:00
किसी की मुस्कुराहटो पे हो निसार HD - अनाड़ी - राज कपूर, नूतन - मुकेश - Old Is Gold
107 937 просмотров · 5 лет назад
Goldmines Gaane Sune Ansune
49,4 млн подписчиков
107 937 просмотров · 5 лет назад
Song:- Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Nisar
Singer(s):- Mukesh
Movie:- Anari (1959)
Music Director:- Shankar-Jaikishan
#GaaneSuneAnsune #RajKapoor #Nutan #Mukesh
Lyrics:-
Kisiki Muskurahaton Pe Ho Nisar
Kisika Dard Mil Sake To Le Udhar
Kisike Vaste Ho Tere Dil Mein Pyar
Jeena Isi Ka Naam Hai
Kisiki Muskurahaton Pe Ho Nisar
Kisika Dard Mil Sake To Le Udhar
Kisike Vaste Ho Tere Dil Me Pyar
Jeena Isi Ka Naam Hai
Mana Apni Jeb Se Fakir Hai
Phir Bhi Yaro Dil Ke Hum Amir Hai
Mana Apni Jeb Se Fakir Hai
Phir Bhi Yaro Dil Ke Hum Amir Hai
Mite Jo Pyar Ke Liye Woh Zindagi
Jale Bahar Ke Liye Woh Zindagi
Kisi Ko Ho Na Ho Hame To Aitabar
Jeena Isi Ka Naam Hai
Rishta Dil Se Dil Ke Aitabar Ka
Zinda Hai Hami Se Naam Pyar Ka
Rishta Dil Se Dil Ke Aitabar Ka
Zinda Hai Hami Se Naam Pyar Ka
Ke Mar Ke Bhi Kisi Ko Yaad Ayenge
Kisi Ke Aansuo Me Muskurayenge
Kahega Phul Har Kali Se Bar Bar
Jeena Isi Ka Naam Hai
Kisiki Muskurahaton Pe Ho Nisar
Kisika Dard Mil Sake To Le Udhar
Kisike Vaste Ho Tere Dil Me Pyar
Jeena Isi Ka Naam Hai