Nightcore - Tune Maari Entriyaan
NightcoreBaba
0:00 / 0:00
Nightcore - Tune Maari Entriyaan
1 788 просмотров · 2 недели назад
NightcoreBaba
117 подписчиков
1 788 просмотров · 2 недели назад
Tune Maari Entriyaan - Vishal Dadlani, Neeti Mohan, KK, Bappi Lahiri
Music by YRF : / @yrf
Image : / 1086212003920388793
Lyrics :-
Tune maari entriyaan re
Dil mein baji ghantiyaan re Tang..
Arey Tune mari entriyan re
Dil mein baji ghantiyaan re Tang..
Dil ki sun commentriyan re
Pyaar ki guarantiyan re Tang..
Arey taada taadi karna
Na ab nahi sudharna
Phootne laga hai
Arey chaahaton ka jharna
Dil ki na marammatein ho’n
Naa ho koi warrantiyan re Tang..
Ho..ho..
Tune mari entriyan re
Dil mein baji ghantiyaan re Tang..
Seeti veeti, aankhein
vaankhein na yun maaro
Phenko na chaahat ke daane
Haan, Majnu-Ranjhe sare
jhuthe hain yahan pe
Jhoothe hain dil ke fasaane
Ho.. chaahe toh, le le tu
Wafaa ki aaj kasme-wasme
Ho ho.. na hun main, na hai dil
Zara bhi dekh apne bas mein, bas mein
Peechhe meri aashiqon
Peechhe meri aashiqon ki
poori poori countriyan re Tang..
Ho.. maine mari entriyaan re
Dil mein baji ghantiyaan re, Tang!
Haan meethi meethi baatein
karke aana chaahe
Bheed se nazdeek pyaare
Haan bhole panchhi tu na
samjhe ke main kya hoon
Sholon ko samjhe tu taare
Ho.. jo bhi hai, jaisi hai
Meri hai jaan maine maana
Ho jo bhi ho jaise ho
Maine hai yaar tujhko faana, faana..
Senti hoke baatein bhi
Arey senti hoke baatein bhi
Tu kar raha hai sentiyaan re, tang!
Haan.. maine maari entriyaan re
Dil mein baji ghantiyaan re..Tang..
Arey taada taadi karna
Naa ab nahi sudharna
Phootne laga hai
Arey chaahaton ka jharna
Dil ki na marammatein ho’n
Naa koi warrantiyan re, tang !
Ho ho..
Tune mari entriyan re
Dil mein baji ghantiyaan re, Tang!