Перейти к содержимому

Mahabharat Kaal Se Hai Rourkela Ki Ye Jagah!😱 | Vedvyas Dham Full History

Vibes with Biswajit

0:00 / 0:00

Mahabharat Kaal Se Hai Rourkela Ki Ye Jagah!😱 | Vedvyas Dham Full History

699 просмотров · 3 дн. назад
Vibes with Biswajit
281 подписчик
699 просмотров · 3 дн. назад
🙏 Mahabharat Kaal Se Hai Rourkela Ki Ye Jagah! 😱 | Vedvyas Dham Full History Namaskar Dosto! ❤️ Aaj ke is video mein hum explore karne wale hain Odisha ke Rourkela mein sthit prasiddh Vedvyas Dham ko. Kya aap jaante hain ki is jagah ka sambandh Maharishi Ved Vyas aur Mahabharat ki kahaniyon se joda jata hai? 🤔 Is video mein jaanenge: 🔱 Maharishi Ved Vyas ji ki janm katha 📖 Mahabharat aur Bhagwan Ganesh ji ki kahani 🌊 Shankh aur Koel nadi ka sangam 🕉️ Vedvyas Gufa ki pauranik manyata 🙏 Vedvyas Dham ke mandir aur ashram 🎪 Mahashivratri Mela ka itihaas Rourkela ki is dharmik aur khoobsurat jagah ka safar hamare saath zaroor dekhiye. Aapko Vedvyas Dham ke baare mein pehle se pata tha? Comment mein batayein. ❤️ LIKE | SHARE | COMMENT | SUBSCRIBE Channel: Vibes with Biswajit #VedvyasDham #Rourkela #Odisha #Mahabharat #VedVyas #VedvyasGufa #RourkelaVlog #OdishaTourism #VibesWithBiswajit