Перейти к содержимому

Imandari ka inaam

2Bol Production

0:00 / 0:00

Imandari ka inaam

863 просмотра · 2 недели назад
2Bol Production
224 подписчика
863 просмотра · 2 недели назад
Amanat | Ek Aisi Kahani Jo Dil Chhoo Jaye ❤️ Hamza aik ghareeb online bike rider hai, jise apni beti Arfa ki teen mahine ki school fees ada karne ki fikar hai. Ek din safar ke dauran usay aik musafir ka bhara hua purse milta hai, jisme kaafi raqam aur zaroori documents mojood hotay hain. Hamza ke samne aik taraf apni beti ki fees aur ghar ki mushkilaat hain, aur doosri taraf imandari aur amanat ka imtihan. Kya Hamza ye paisay apne paas rakhay ga ya amanat us ke asal malik tak pohanchaye ga? Is kahani ka anjaam aap ke dil ko zaroor chhoo jayega. ❤️ Sabaq: Imandari ka raasta kabhi aasaan nahi hota, lekin iska sila hamesha qeemti hota hai. Jo shakhs amanat ka haq ada karta hai, Allah us ke liye wahan se raastay kholta hai jahan se usay gumaan bhi nahi hota. Agar kahani pasand aaye to Like 👍, Comment 💬 aur Subscribe 🔔 zaroor karein. #Amanat #Imandari #UrduStory #EmotionalStory #MoralStory #UrduShorts #YouTubeShorts #2BolProduction