भारत का औपनिवेशिक आर्थिक शोषण Trick✅ | धन निष्कासन सिद्धांत | WISDOM IQ 247
Wisdom IQ 247
0:00 / 0:00
भारत का औपनिवेशिक आर्थिक शोषण Trick✅ | धन निष्कासन सिद्धांत | WISDOM IQ 247
49 просмотров · 4 дня назад
Wisdom IQ 247
50 подписчиков
49 просмотров · 4 дня назад
आधुनिक भारत का इतिहास Bharat Ka Aupniveshik Aarthik Shoshan Trick se yaad karo WISDOM IQ 247 ki is Special Class me Dhan Nishkasan Siddhant ek hi baar me
Daily 07:00 AM UPPSC Prelim UPPSC RO ARO aur BEO ke liye Mahtvapurn Topic
Is Video Me Kya Milega
1. औपनिवेशिक आर्थिक शोषण क्या है
British ne Bharat ko kaise loota 3 Charan me shoshan hua
Charan 1 - वाणिज्यिक शोषण 1757 se 1813 tak
East India Company ne sasta kharido mehenga becho
Charan 2 - औद्योगिक शोषण 1813 se 1858 tak
Bharat ko kachche maal ka bazaar aur British maal ka market banaya
Charan 3 - वित्तीय शोषण 1858 ke baad
Punji nivesh rail bank se byaaj vasuli
2. भारत में धन निष्कासन सिद्धांत Drain Theory
Sabse pehle Dadabhai Naoroji ne 1867 me diya Book Poverty and Un British Rule in India me likha
Dhan Nishkasan ka matlab Bharat ka dhan bina kisi badle ke England jana
Trick se kaise yaad kare
Naoroji ka Naara DRAIN
D - Dadabhai ne diya
R - R C Dutt aur M G Ranade ne samarthan diya
A - Aarthik loot
I - India ka paisa England
N - Naoroji Poverty Book
Dadabhai ne bataya har saal 1 crore pound England ja raha hai
Siddhant ke samarthak M G Ranade R C Dutt G V Joshi
Har Point ka Year Founder Book Trick PYQ ke saath Free PDF ke saath One Shot Revision
WISDOM IQ 247 ko Subscribe karein
#BharatKaAarthikShoshan #DhanNishkasan #DrainTheory #DadabhaiNaoroji #AdhunikBharat #ModernHistory #WISDOMIQ247 #UPPSC #EconomicExploitation #HistoryTrick