Nightcore - Pyaar Hota Kayi Baar Hai
NightcoreBaba
0:00 / 0:00
Nightcore - Pyaar Hota Kayi Baar Hai
1 876 просмотров · 1 мес. назад
NightcoreBaba
118 подписчиков
1 876 просмотров · 1 мес. назад
Pyaar Hota Kayi Baar Hai - Arijit Singh, Pritam, Amitabh Bhattacharya, Charan
Music by T-Series : / @tseries
Image: https://www.pixiv.net/en/artworks/141...
Lyrics :-
Ishaq Mere Yaara
(Oh O Mere Yaara)
Tu Kar Le Dobaaara
(Kar Le Dobaaara)
Bas Ik Bar Mein Hi
(Ek Bar Mein Hi)
Bhare Na Dil Bechara
(Bhare Na Dil Bechara)
Sang Rehne Ke Shaam Saavere
Kya Karne Hain Vaade Bathere
Hai Zindagani Agar Char Din Ki
Toh Lene Hi Kyun Saath Pehre
Tu Ne Jawaani Mein Seekha
Na Jaane Kahan Ka Saleeqa
Jo Pehle Hi Break Up Mein
Dil Ne Tere Give Up Kar Diya
Ek Baar Hi Kiya Toh Yaaro Pyaar Kya Kiya
Ek Baar Hi Kiya Toh Yaaro Pyaar Kya Kiya
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Sirf Ek Pe Kiya Toh Dil Nisaar Kya Kiya
Sirf Ek Pe Kiya Toh Dil Nisaar Kya Kiya
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Pehli Mohabbat Mein Toh
Lagta Yahi Hai Darling
Mar Jaunga Jo Mujhko Ye Na Mili
Agli Dafa Mohabbat
Hoti Hai Toh Lagta Hai
Yeh Wali Mujhko Pehle Kyun Na Mili
Woh Dil Kya Bhala
Jo Toota Na Kabhi
Pehli Dafaa Chot Kha Ke
Kyun Dil Ko Lagana Hi Chhodein
Sab Kuch Mohabbat Mein Chalta Hai Toh
Kyun Na Do Chaar Dil Hum Bhi Todein
Tu Ne Jawaani Mein Seekha
Na Jaane Kahan Ka Saleeqa
Jo Pehle Hi Break Up Mein Dil Ne Tere
Give Up Kar Diya
Ek Baar Hi Kiya Toh Yaaro Pyaar Kya Kiya
Ek Baar Hi Kiya Toh Yaaro Pyaar Kya Kiya
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Sirf Ek Pe Kiya Toh Dil Nisaar Kya Kiya
Sirf Ek Pe Kiya Toh Dil Nisaar Kya Kiya
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai
Pyaar Hota Hota Hota Kayi Baar Hai