Перейти к содержимому

Woh Tassavur Ka Aalam !! Udit & Alka | Aitraaz | Woh Pyaar Pyaar Pyaar - Hindi Song

Bollywood Mainatum

0:00 / 0:00

Woh Tassavur Ka Aalam !! Udit & Alka | Aitraaz | Woh Pyaar Pyaar Pyaar - Hindi Song

4 991 просмотр · 4 ч назад
Bollywood Mainatum
109 тыс. подписчиков
4 991 просмотр · 4 ч назад
{ For More Romantic Hits Collection Please Follow My Youtube Channel }    / @viraltadka-y7f   Woh Tassavur Ka Aalam !! Udit & Alka | Aitraaz | Woh Pyaar Pyaar Pyaar - Hindi Song Credits : Song: Woh Tassavur Ka Movie: Aitraaz Singer(s) : Udit Narayan & Alka Yagnik Music Director : Himesh Reshammiya Lyricist : Sameer Cast : Akshay Kumar, Kareena Kapoor, Priyanka Chopra, Amrish Puri, Annu Kapoor, Paresh Rawal Lyrics : Woh tassavur ka aalam Woh dil-e-aashiqui Woh diwaana mausam Woh teri dillagi Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar Pyaar pyaar pyaar pyaar Woh tassavur ka aalam Woh dil-e-aashiqui Woh tassavur ka aalam Woh dil-e-aashiqui Woh diwaana mausam Woh teri dillagi Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar Pyaar pyaar pyaar pyaar Woh mohabbat ke din Woh ghadi woh palchhin Woh chhalakta mausam Baarishon ki rhimjhim Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar Pyaar pyaar pyaar pyaar Saanson ki woh hulchul Woh mahekta aanchal Baahon ke woh ghere Zulf ka woh baadal Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar Pyaar pyaar pyaar pyaar Woh tera sharmaana Woh nazar ka jhukna Jaate jaate tera Woh achaanak mudna Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar Pyaar pyaar pyaar pyaar Woh mere bin bole Tera samajh lena Woh ishaaron se hi Baat sab keh dena Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar Pyaar pyaar pyaar pyaar Woh ladaayi jagde Baad mein pachhtaana Roothh ke woh jaana Laut ke phir aana Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar Pyaar pyaar pyaar pyaar Woh tassavur ka aalam Woh dil-e-ashiqui Woh tassavur ka aalam Woh dil-e-ashiqui Woh diwaana mausam Woh teri dillagi Hamko bada hi kare beqaraar Woh pyaar pyaar pyaar Pyaar pyaar pyaar pyaar Woh pyaar pyaar pyaar Pyaar pyaar pyaar pyaar #AkshayKumar #KareenaKapoor #PriyankaChopra #AmrishPuri #AdnamSami #SunidhiChauhan #HimeshReshammiya #Sameer #GelaGela #Aitraaz #BollywoodSongs #TrendingSongs