Перейти к содержимому

Roze Pe Mustafa (s.a)Ke Udaasi Si Chayi Hai || 1980 Nadeem Sarwar

Anjuman-E-Al Muntazir

0:00 / 0:00

Roze Pe Mustafa (s.a)Ke Udaasi Si Chayi Hai || 1980 Nadeem Sarwar

1 770 просмотров · 2 мес. назад
Anjuman-E-Al Muntazir
5,87 тыс. подписчиков
1 770 просмотров · 2 мес. назад
Assalam o Alaikum Friends, This is Anjuman_e_Al muntazir YouTube Channel. Searches: Anjuman-E-Al Muntazir, Roze pe mustafa ke udaasi,Naat, Noha, Marsiya, Sooz o salam, Qasida, azadari, nohay, new nohay, nohas, old nohay, nohay old, nohay nohay, nohay status, nohay shorts, purane nohay, saraiki nohay, nohay e status, moharram nohay, karbala, tera chehlum manane aayi hoon, chehlum manane aayi h, tera chehlum veer manan aayi aan, tera chehlum karne aayi hoon, chehlum tera mananay, tera chehlam manany ai hun, tera chehlum manany ayi hun, najaf to karbala, chehlum noha, chehlum imam hussain, arbaeen karne ko aayi hai behan, cehlum shohday e karbala, tera chehlum karne aii hu,karbala noha, behen hussain ka chelum manane ayi hai, karbala karbala #Anjuman-E-Al Munatzir #Rozepemustafa #nadeemsarwar #1980noha #nohaimamhussainas​ #noha​ #nohay​ #qasida​ #naat​ #soozosalam​ #manqabat​ #karbala​ #terachehlummananeaayihoon​ #chehlummananeaayih​ #terachehlumveermananaayiaan​ #terachehlumkarneaayihoon​ #chehlumteramananay​ #terachehlammananyaihun​ #terachehlummananyayihun​ #najaftokarbala​ #chehlumnoha​ #chehlumimamhussain​ #arbaeenkarnekoaayihaibehan​ #cehlumshohdayekarbala​ #terachehlumkarneaiihu​ #karbalanoha​ #behenhussainkachelummananeayihai​ Please like,share and subscribe my YouTube channel for best videos also give your suggestions in comments section. Thanks to all lyrics Roze pe mustafa ke udaasi si chayi hai kunbe ko khoke zainab e nashaad aayi hai arey, rokar pukari nana mai, faryaad laayi hu mai chhod kar hussain ko jungle mein aayi hu {Roze pe mustafa ke udaasi si chayi hai kunbe ko khoke zainab e nashaad aayi hai}..(2) 1. Nana ajeeb sanaye humpar guzar gaye ranjo alam ne gher liya hum jidhar gaye nana khuda ke ghar me na humko amaa'n mili bhai ne sheher chhod ke jungle ki raah li 2. Nana hamare ghar ka sab asbaab lut gaya nana hamare sar pe na baaqi rahi rida nana hazaar tarha jafa ki la'eeno ne khaimo'n me haaye aag laga di la'eeno ne 3. Nana shaheed hogaye bhai ke jaa nesar ek ek kar ke mar gaye ashaab zee weqaar nana bala ke bann me qayamat ka rann pada bhai se bhai, baap se beta bichad gaya 4. Nana zameen karbobala laal hogayi qasim ki laash ghodo'n se pamaal hogayi nana katake shaano ko abbas margaye ghurbat me bhaijaan ko be aas kar gaye 5. Nana aseer bara the aur ek thi rasan bandhe gaye the misle gunahgaar e khastatan nana hum apne haal pe rote the baar baar nana hamarae haal pe haste the badd sheyaar 6. Itne me ek shaami ne nana ghazab kiya saydani ko kaneezi me usne talab kiya hoti thi laakh zillate hum dekhte rahe has has ke taaziyane sitam jhelte rahe 7. Nana tabaah hoke hum aaye hai shaam se ek daaghe no sakina ka laaye hai shaam se ab tak hai neel rassi ke shaano ko dekhlo nana hamare tann pe nishano ko dekhlo 8. Zainab jo roke karti thi qabr e nabi pe bayn tharra raha tha roza e sultan e mashraqayn bus khatm kar nisaar ye ghum naak daastaan roye hai is alam mein zamee'n aur aasmaa'n