Перейти к содержимому

Ustad Aur Shagird |Ek Behtareen Ustad,Behtareen Shagird |Sahaba ke 4 Waqiaat #UstadAurShagird

Inked.Emotions

0:00 / 0:00

Ustad Aur Shagird |Ek Behtareen Ustad,Behtareen Shagird |Sahaba ke 4 Waqiaat #UstadAurShagird

36 просмотров · 2 нед. назад
Inked.Emotions
30 подписчиков
36 просмотров · 2 нед. назад
Ek behtareen shagird wo hai jo ustad ki baat par unki zindagi mein bhi aur unke jaane ke baad bhi amal karta rahe. 🤍 Is video mein Huzoor ﷺ (ustad) aur Sahaba (shagird) ke 4 waqiaat hain: 1️⃣ Hazrat Abu Bakr (RA) ka Allah ki raah mein sab kuch pesh karna (Tabuk) 2️⃣ Sulh-e-Hudaibiya aur fori farmanbardari 3️⃣ Hazrat Umar (RA) ka sawal aur umar bhar ka afsos 4️⃣ Huzoor ﷺ ki aakhri hidayat, Jaish-e-Usama 📌 Nasihat: Ustad ki baton par foran amal karein aur behtarin jazbe se amal karte rahein. Allah apne bandon ko unki niyat ke mutabiq deta hai. Allah par bharosa rakhein, apni taqat ke mutabiq Allah ki raah mein kharch karein, aur ilm ki roshni mein ikhlas se amal karte rahein, khud bhi aur doosron ko bhi dawat dete rahein. Agar video pasand aaye to like, share aur subscribe karein, aur apne dosto ko bhi bhejein. 🌙 #UstadAurShagird #Sahaba #HazratAbuBakr #HazratUmar #SulhEHudaibiya #JaishEUsama #IslamicStories #IslamicWaqiat #SabaqAmoz #Nasihat #InkedEmotions #IslamicVideo #Deen