Ehsaas | IHSAAS – Ek Plate Biryani | Emotional Urdu Short Film
Adnan Qureshi studio
0:00 / 0:00
Ehsaas | IHSAAS – Ek Plate Biryani | Emotional Urdu Short Film
66 просмотров · 2 дн. назад
Adnan Qureshi studio
25 подписчиков
66 просмотров · 2 дн. назад
AQSDescription:Kabhi aisa hua hai ke aap khud bhookay hon, lekin kisi doosray ki bhook aap se dekhi na jaye? ❤️Ehsaas (IHSAAS) ek jazbati Urdu short film hai jo humein yaad dilati hai ke insaan ki asal daulat uski jaib mein nahi, balkay uske dil mein hoti hai.Ek safed posh shakhs, jiski jaib mein sirf chand rupay hain, biryani lenay jata hai. Lekin jab uski mulaqat ek bhookay faqeerteBiryani to woh aisa faisla karta hai jo uski apni zindagi mein ek khoobsurat lamha le aata hai.
Kya uski neki ka usay koi sila milay ga? Jaan’ne ke liye film aakhir tak dekhiye.
🎬 Film: Ehsaas (IHSAAS)
🍛 Story: Ek Plate Biryani
🎭 Genre: Emotional, Social & Moral Story
🎥 Presented by: AQS – Adnan Qureshi Studio
Paigham:
Neki woh nahi jo bach jaanay par ki jaye, neki woh hai jo apni zaroorat ke bawajood kisi doosray ke kaam aaye.
Agar yeh kahani aapke dil ko chhoo jaye, to video ko Like karein, apne doston aur family ke saath Share karein, aur mazeed Pakistani Urdu short films ke liye AQS ko Subscribe karein.
#Ihsaas #UrduShortFilm #AQS #EmotionalStory #EkPlateBiryani