Перейти к содержимому

Aaj interview ke liye jana hai

Bhanu IRL

0:00 / 0:00

Aaj interview ke liye jana hai

7 просмотров · 7 дн. назад
Bhanu IRL
35 подписчиков
7 просмотров · 7 дн. назад
Aaj interview ke liye jana hai Aaj maine interview diya. Sach mein, ye mere liye ek alag hi experience tha. Instagram Reel Creator ke liye ek shop par baat ki thi aur usi ke liye interview dene gaya tha. Bahut himmat karke interview dene chala gaya. Pata nahi aage kya hoga, par sach mein yaar, kya hi life hai! Ye meri real life hai. #reallifevlog #dailyvlog #firstinterview #contentcreator