Перейти к содержимому

مستحقین میں بریانی تقسیم کی ❤️ | جمعہ کا دن بنا نیکی کا دن | Helping Needy Families | #family #vlogs

Sister's Vlogs

0:00 / 0:00

مستحقین میں بریانی تقسیم کی ❤️ | جمعہ کا دن بنا نیکی کا دن | Helping Needy Families | #family #vlogs

90 просмотров · 4 дня назад
Sister's Vlogs
24 подписчика
90 просмотров · 4 дня назад
Description: Aaj humne ghar par biryani tayyar ki aur zarooratmand logon tak pohanchane gaye. ❤️ Wahan ja kar unke halaat dekhe to dil bohat udaas hua. Kuch families bohat mushkil halaat mein reh rahi hain aur bachon ko kapron, chappalon aur doosri zaroori cheezon ki zaroorat hai. Humne apni taraf se khana taqseem kiya, lekin hamari koshish hai ke InshaAllah dobara bhi ja kar apni haisiyat ke mutabiq unki madad karein. 🤲 Humne unki privacy aur izzat ka khayal rakhte hue jaan-boojh kar chehre nahi dikhaye, kyun ke maqsad kisi ki majboori dikhana nahi balki madad ka paigham dena hai. ❤️ Allah hum sab ko zarooratmand logon ki madad karne ki taufeeq de. Ameen. 🤲 Hashtags: #HelpingNeedy #FoodDistribution #BiryaniDistribution #HelpingPoor #Charity #Sadqah #JummaMubarak #FridayVlog #PakistaniVlog #FamilyVlog #DailyVlog #HelpingOthers #NeedyFamilies #FoodForNeedy #DesiVlog #Pakistan #Biryani #GoodDeeds