Day-25 Gwalior Valo Ne Dil Jeet Liya ❤️ | Itna Support Milega Socha Nahi Tha🥹 #camping #vanlife
Pinky - Rahul & Elly | Cafe Caravan
0:00 / 0:00
Day-25 Gwalior Valo Ne Dil Jeet Liya ❤️ | Itna Support Milega Socha Nahi Tha🥹 #camping #vanlife
2 783 просмотра · 4 мес. назад
Pinky - Rahul & Elly | Cafe Caravan
5,74 тыс. подписчиков
2 783 просмотра · 4 мес. назад
🚐❤️ Jaipur To Kashmir To Kanyakumari | Day-25
Aaj hum Agra se nikal kar Gwalior pahunch gaye aur highway ke paas apni Cafe Caravan stall lagayi ☕✨
Sach kahun to Mathura ke baad hume thodi tension thi ki aage kya hoga… lekin Gwalior ne hamara dil jeet liya ❤️🥹
Yahan ke logon ne itna pyaar aur support diya ki poora din yaadgar ban gaya. Bahut se log hamari journey sunne aaye, chai aur momos enjoy kiye, photos li aur hume motivate bhi kiya 🙏
Sabse khaas baat ye rahi ki aaj tak ki hamari highest sale hui 🎉❤️
Kabhi kabhi safar me aise din aate hai jo saari thakan aur tension door kar dete hai… aur aaj Gwalior ne wahi kar diya 🥹
Aap sabka pyaar aur support hi hume Kanyakumari ki taraf aage badhne ki himmat deta hai 🚐❤️
📍 Location: Gwalior, Madhya Pradesh
🚗 Route: Agra ➡️ Gwalior
☕ Cafe Caravan @1₹ Challenge
Agar video pasand aaye to Like 👍 Share ❤️ aur Subscribe 🔔 zarur karein.
#CafeCaravan #Gwalior #RoadTripIndia #KashmirToKanyakumari #TravelVlog #HighestSale #CoupleVlogger #IndianRoadTrip #CafeOnWheels