Перейти к содержимому

Mein Khaak E Shifa Hoon | Mir Sajjad Mir | New Manqabat

Mir Sajjad Mir

0:00 / 0:00

Mein Khaak E Shifa Hoon | Mir Sajjad Mir | New Manqabat

624 036 просмотров · 9 л. назад
Mir Sajjad Mir
116 тыс. подписчиков
624 036 просмотров · 9 л. назад
Mir Sajjad Mir | Main Khaak e Shifa Hoon | New Manqabat 2017-18 [HD] New Manqabat 2018 By Mir Sajjad Mir | Special Manqabat Khaak e Karbala ☆ ---------------------------------------------------------------------------- Manqabat | Mein Khaak E Shifa Hoon Written & Recited By | Mir Sajjad Mir Audio | ODS Karachi Video | TNA Productions ---------------------------------------------------------------------------- Manqabat Lyrics:- Main Khaak E Shifa Hoon Main Khaak E Karbala Hoon Shifa Baant’ti Hoon Main Har La Ilaaj Gham Ki Dawa Baant’ti Hoon Main Kya Mujh Se Poochtay Ho Ke Kya Baant’ti Hoon Main Shams O Qamar Ko Rizq O Ziya Baant’ti Hoon Main Socho Zara Si Dair Kidhr Jaye Kainat Main Bhi Shifa Na Baantu Tou Marjaye Kainat Jo Dushman e Hussain Hai Mera Hai Woh Raqeeb Mera Matab Hai Karbobala, Aur Main Tabeeb Aate Hain Mere Paas Tawangar Ho Ya Ghareeb Dawa Hai Mera Jesa Bhi Jiska Bhi Ho Naseeb Le Aao Usko Jiski Jahan Me Dawa Nahi Usko Shifa Na Doo Tou Main Khak E Shifa Nahi Ankhon Se Mass Karo Mujhe Beenayi Paoge Izzat Meri Karoge Pazeerayi Paoge Aage Mere Jhukoge To Uunchayi Paoge Mujhse Jo Door Hoge To Ruswayi Paoge Baahoo Bhitaayi Ka Yehi Irshaad E Paak Hai Ye Khaak Gar Na Ho To Zamane Pe Khaak Hai Mera Muqaam Deen E Payambar Se Poochlo Hoon Kitni Khush Naseeb Muqaddar Se Poochlo Johar Hai Mujh MMain Khak E Shifa Hoon Main Khak E Karbala Hoon Shifa Baant’ti Hoon Main Har La Ilaaj Gham Ki Dawa Baant’ti Hoon Main Kya Mujh Se Poochtay Ho Ke Kya Baant’ti Hoon Main Shams O Qamar Ko Rizq O Ziya Baant’ti Hoon Main Socho Zara Si Dair Kidhr Jaye Kainat Main Bhi Shifa Na Baantu Tou Marjaye Kainat Jo Dushman e Hussain Hai Mera Hai Woh Raqeeb Mera Matab Hai Karbobala, Aur Main Tabeeb Aate Hain Mere Paas Tawangar Ho Ya Ghareeb Dawa Hai Mera Jesa Bhi Jiska Bhi Ho Naseeb Le Aao Usko Jiski Jahan Me Dawa Nahi Usko Shifa Na Doo Tou Main Khak E Shifa Nahi Ankhon Se Mass Karo Mujhe Beenayi Paoge Izzat Meri Karoge Pazeerayi Paoge Aage Mere Jhukoge To Uunchayi Paoge Mujhse Jo Door Hoge To Ruswayi Paoge Baahoo Bhitaayi Ka Yehi Irshaad E Paak Hai Ye Khaak Gar Na Ho To Zamane Pe Khaak Hai Mera Muqaam Deen E Payambar Se Poochlo Hoon Kitni Khush Naseeb Muqaddar Se Poochlo Johar Hai Mujh Mein Kitne Ye Gohar Se Poochlo Hain Kitne Laal Mujhm Mein Qalandar Se Poochlo Poocho Aqeedaton Se Mera Kya Muqaam Hai Matti Hoon Phir Bhi Paao Lagana Haraam Hai Hai Mere Jaisi Izzat O Tauqeer Kiske Paas Jannat Se Bhi Haseen Hai Jaageer Kiske Paas Duniya Mein Mere Jaisi Hai Taseer Kiske Paas Al Mukhtasir Hai Roza e Shabbir Kiske Paas Rehta Hain Aana Jaana Kahan Par Rasool Ka Seene Pe Mere Sota Hai Beta Batool Ka Kuch Aise Log Hain Jinhe Mujh Par Nahin Yaqeen Baaton Ka Unki Mujh Pe Zara Bhi Asar Nahin Marne Ke Baad Unse Nimat Legi Khud Zameen Jab Saath Unke Koi Nahin Hoga Hamnasheen Jis Dam Lahad Me Teergi Unko Satayegi Reh Reh Ke Sab Ko Khak E Shifa Yaad Aayegi Mera Muqaam Kya Hai Khadeeja Batayengi Hawwa Se Poocho Mariyam O Sara Batayengi Main Chand Se Haseen Hoon Fizza Batayengi Taahir Hoon Kitni Fatema Zehra Batayengi Poocho Furu E Deen Se Ye Kaisa Usool Hai Jo Sajda Mujh Pe Hoga Wo Sajda Qubool Hai Sajjad Kibriya Ki Kasam Main Kareem Hoon Esa Bhi Jisse Mangay Dawa Wo Hakeem Hoon Goya Zubaan Nahin Hoon Mein Phir Bhi Kaleem Hoon Ghalti Se Bhi Ye Kehna Nahin Main Yateem Hoon Nabiyon Ne Sar Ko Yu Mere Aage Jhukaya Hai Mujhko Abu Turaab Ne Beti Banaya Hai ---------------------------------------------------------------------------- All Social Media Accounts:- Only on Mir Sajjad Mir ☆ Official YouTube Channel :    / mirsajjadmir   ----------------------------------------------- Stay Tuned & Like Mir Sajjad Mir ☆ Official Facebook Page :   / mirsajjadoff.  . ----------------------------------------------- Stay Tuned & Follow Mir Sajjad Mir ☆ Official Instagram Account :   / mirsajjadmi.  . ----------------------------------------------- #MirSajjadMir #MeinKhaakEShifaHoon #ManqabatKhaakEKarbala Copyright prohibited ⓒ - Mir Sajjad Records