Jumma Mubarak ❤️ Naya Joda | Jumma Special Biryani & Korma 🍗 | Chahat Ka New Cartoon Camera 📸
lifeofzarka16
0:00 / 0:00
Jumma Mubarak ❤️ Naya Joda | Jumma Special Biryani & Korma 🍗 | Chahat Ka New Cartoon Camera 📸
195 просмотров · 7 дн. назад
lifeofzarka16
263 подписчика
195 просмотров · 7 дн. назад
Assalamu Alaikum ❤️ Jumma Mubarak sabko! 🌙
Aaj ka din bahut pyara aur barkat wala raha. Din ki shuruaat hui Jumma ki duaon aur khushiyon ke saath. Sabne pehna naya joda aur saath mein enjoy kiya family time. ❤️
Lunch mein banayi Jumma Special Mazedaar Biryani 🍗 aur Chahat ko mila uska cute sa New Cartoon Camera 📸 Jisne bachchon ki khushi aur badha di.
Shaam ko dinner mein bana tasty Korma 🍛 Phir sabne milkar dinner kiya, baatein ki aur aaj ka din pyari yaadon ke saath khatam hua. ✨
Agar vlog pasand aaye to Like, Share aur Life of Zarka 16 ko Subscribe zaroor karein. ❤️
#LifeOfZarka16 #JummaMubarak #JummaSpecial #Biryani #Korma #DailyVlog #FamilyVlog #NewCamera #FamilyTime