Afghan Jalebi (YA BABA) | Lyrics | Phantom | Asrar | Saif Ali Khan, Katrina Kaif
CHERRYTUNE
0:00 / 0:00
Afghan Jalebi (YA BABA) | Lyrics | Phantom | Asrar | Saif Ali Khan, Katrina Kaif
1 112 просмотров · 9 дней назад
CHERRYTUNE
27 подписчиков
1 112 просмотров · 9 дней назад
I Hope you enjoyed the song lyrics! Share your happiness, and do comment below for any suggestions! And hit the like button .
Thank you
Makhtool jigar, ya baba
Qaatil hai nazar, ya baba
Ek mahejabin, ya baba
Ek noor-e-nabi, ya baba…
Rab ki rubaai, ya baba
Ya hai tabahi, ya baba
Gardan surahi, ya baba
Boli ilaahi, ya baba…
Afghan jalebi, mashooq farebi
Ghayal hai tera diwana, bhai wah, bhai wah
Bandhook dikhake, kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana, bhai wah, bhai wah…
Afghan jalebi, mashooq farebi
Ghayal hai tera diwana, bhai wah, bhai wah
Bandhook dikha dikhake, kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana, bhai wah, bhai wah…
Ho, dekh darazi, wallah
Banda namazi, wallah
Khelke baazi, wallah, khaamakha
Ab tehra na kisi kaam ka, wallah, wallah…
Meer ka koi, wallah
Sher sunake, wallah
Ghoont lagake, wallah, jaam ka
Main raha khan mehaz naam ka…
Oye lakht-e-jigar, ya baba
Oye noor-e-nazar, ya baba
Ek teer hai tu, ya baba
Main chaak jigar, ya baba…
Bandon se nahi tho, Allah se daregi
Waada tho kabhi nibhana, bhai wah, bhai wah
Bandhook dikha dikha ke, kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana, bhai wah
Bhai wah bhai, wah bhai…
(Khwaja ji ki paas teri, chugli karunga
Main teri chugli karunga, haan teri chugli karunga
Angoothi mein qaid teri, ungli karunga
Main teri chugli karunga, haan teri chugli karunga) * 2
Gul-e-gulzar, ya baba
Mere sarkar, ya baba
Bada mansoor, ya baba
Tere rukhsaar, ya baba…
Haaye, shamsheer nigahein, chabuk si adaayein
Nacheez pe na chalana, bhai wah, bhai wah
Bandhook dikha dikha ke, kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana, bhai wah, bhai wah!
#AfghanJalebi #AfghanJalebiLyrics #AfghanJalebiSong #AfghanJalebiLyrical #Lyrics #LyricsVideo #LyricalVideo #HindiSongs #BollywoodSongs #HindiLyrics #BollywoodLyrics #LoveSongs #RomanticSongs #Trending #Viral #TrendingSongs #ViralSongs #Shorts #YouTubeShorts #Music #HindiMusic #SongLyrics #CherryTune #CHERRYTUNE