Sahiba (Lyrics) - Aditya Rikhari
Senmonka Vibes
0:00 / 0:00
Sahiba (Lyrics) - Aditya Rikhari
1 468 просмотров · 7 дн. назад
Senmonka Vibes
4 подписчика
1 468 просмотров · 7 дн. назад
Sahiba (Lyrics) - Aditya Rikhari
Presenting "Sahiba (Lyrics)" sung, composed & written by Aditya Rikhari. Featuring Aditya Rikhari & Ankita Chhetri.
Full Song Available on
🎵 JioSaavn: https://bit.ly/4aFBM6X
🎶Spotify: https://bit.ly/48292n7
🎧 Apple Music: https://bit.ly/3v3cYW6
🎧 Amazon Prime Music: https://bit.ly/48fXKvi
🎧 Gaana - https://bit.ly/4eRzO5N
🎧 YouTube Music: https://bit.ly/3GPgNkd
Credits:
Song name: Sahiba
Singer: Aditya Rikhari
Lyrics: Aditya Rikhari
Music: Aditya Rikhari
Music label: T-Series
Business Inquires: senmonkavibes@gmail.com
Lyrics:
Sahiba, aaye ghar kaahe na?
Aise toh sataye na
Dekhun tujhko, chain aata hai
Sahiba, neendein-veendein aayein na
Raatein kaati jaayein na
Tera hi khayaal din-rain aata hai
Sahiba, samundar meri aankhon mein reh gaye
Hum aate-aate, jaana, teri yaadon mein reh gaye
Yeh palkein gawaahi hain, hum raaton mein reh gaye
Jo waade kiye saare bas baaton mein reh gaye
Baaton-baaton mein hi, khwabon-khwabon
mein hi
Mere qareeb hai tu
Teri talab mujhko, teri talab, jaana Ho tu kabhi roo-ba-roo
Shor-sharaba jo seene mein hai mere Kaise bayaan main karoon? Haal jo mera hai, main kis ko bataun? Mere sahiba, dil na kiraaye ka Thoda toh sambhaalo na Naazuk hai yeh, toot jaata hai Sahiba, neendein-veendein aayein na Raatein kaati jaayein na Tera hi khayaal din-rain aata hai
Kaisi bhala shab hogi woh sang jo tere dhalti
hai?
Dil ko koi khwahish nahi, teri kami khalti hai Aaram na ab aankhon ko, khwaab bhi na badalti hai
Dil ko koi khwahish nahi, teri kami, jaana, khalti hai
Sahiba, tu hi mera aaina
Haathon mein bhi mere, haan
Tera hi naseeb aata hai
Sahiba, neendein-veendein aayein na
Raatein kaati jaayein na
Tera hi khayaal din-rain aata hai Sahiba, neendein-veendein aayein na Raatein kaati jaayein na
Tera hi khayaal din-rain aata hai.