Перейти к содержимому

4 Hazar Ki Kamayi Lekin Bachat Kuch Bhi Nahi 😔 | Multan Auto Rickshaw Earning Vlog

Adnan Shehroz

0:00 / 0:00

4 Hazar Ki Kamayi Lekin Bachat Kuch Bhi Nahi 😔 | Multan Auto Rickshaw Earning Vlog

459 просмотров · 20 часов назад
Adnan Shehroz
823 подписчика
459 просмотров · 20 часов назад
Assalam-o-Alaikum dosto! ❤️ Aaj ke vlog mein maine Multan mein online auto rickshaw chala kar 4,000 rupay ki kamayi ki, lekin itni mehnat ke bawajood bachat kuch bhi nahi hui. 😔 Aakhir itni kamayi kahan kharch ho jati hai? Gas ki mehngai, rickshaw ke kharchay aur rozana ki zindagi ki asal kahani aapko is vlog mein dekhne ko milegi. Agar aapko meri mehnat aur real earning vlogs pasand hain to video ko Like karein, Channel ko Subscribe karein aur apni raaye Comment mein zaroor batayein. ❤️ Aapka apna Adnan Shehroz ❤️ #AutoRickshawEarning #MultanVlog #RickshawDriver #InDrive #Yango #OnlineEarning #DailyEarning #PakistanVlogs #RealLifeVlog #AdnanShehroz