Umrah Par Janay Se Pehle Logon se Mafi Mangna kesa hai? | Samaan Bhi Aur Allah Ka Hukam Bhi
Change your life
0:00 / 0:00
Umrah Par Janay Se Pehle Logon se Mafi Mangna kesa hai? | Samaan Bhi Aur Allah Ka Hukam Bhi
2 277 просмотров · 1 дн. назад
Change your life
56,3 тыс. подписчиков
2 277 просмотров · 1 дн. назад
📲 *Hamare WhatsApp Channel se Jurrein:*
👉 https://whatsapp.com/channel/0029VbE1...
Umrah Par Janay Se Pehle Ye Kaam Zaroor Kar Lein! Samaan Bhi Aur Allah Ka Hukam Bhi
Umrah Par Janay Se Pehle Kin Kin Baton Ka Khayal Rakhna Zaroori Hai? 🤲
Umrah ke mubarak safar par rawana hone se pehle sirf zaroori samaan hi nahi balkay apni rohani tayyari bhi karein. Allah Ta'ala ka hukam hai:
Yani Be-shak sab se behtareen Zad-e-Rah Taqwa Hai.
Is video mein aap jaanenge ke Umrah par janay se pehle kaun sa zaroori samaan saath lekar jana chahiye, Allah ke is aham hukam par kaise amal karna hai, logon ke huqooq kaise ada karne hain, qarz ki adaigi, logon se maafi mangna aur Allah Ta'ala ke huzoor sachi tauba karna kyun zaroori hai.
Umrah ke safar par rawana hone se pehle ye mukammal video zaroor dekhein aur apne ghar walon, doston aur tamam Umrah par janay walon ke saath bhi share karein.
*Video ko Like 👍, Share aur Channel Subscribe 🔔 karna na bhoolein.*
*Hafiz Yasir Yaseen*
Hajj & Umrah Guide by Yasir Yaseen
#Umrah #Umrah2026 #UmrahGuide #UmrahKiTayyari #UmrahPreparation #UmrahSamaan #UmrahTips #UmrahKaTarika #HajjUmrah #Taqwa #KhairuzZaadAtTaqwa #HuqooqUlIbad #HuqooqAllah #Tauba #Maafi #IslamicReminder #IslamicBayan #IslamicKnowledge #Makkah #Madinah #HaramSharif #Kaaba #Baitullah #HajjGuide #YasirYaseen #HafizYasirYaseen