Masajid Ka Kirdaar By Abu Hamdan Ashraf Faizee
Quran Aur Hadees Kurnool
0:00 / 0:00
Masajid Ka Kirdaar By Abu Hamdan Ashraf Faizee
3 148 просмотров · 3 г. назад
Quran Aur Hadees Kurnool
324 тыс. подписчиков
3 148 просмотров · 3 г. назад
Moulana Abu Hamdan Ashraf Faizee ko Muqami Jamit Ahle Hadees Yammiganur Kurnool (Dist) waloon ne bayaan karne ki dawaat di, Shaik ne Masjid e Abdullah, YEMMIGANUR mein unwan " Masajid Ka Kirdaar " par bayaan diya. Allah Ta'ala hum ko apne Masajid ke kirdaar ko samajh kar apni zindagi mein deen ki shama roshan karne wala banaye, Ameen. Allah Shaik ko es ka bharpur ajr ata kare, Ameen. #Ahle_Hadees_Kurnool #Quran_Aur_Hadees_Kurnool #Abu_Hamdan_Ashraf_Faizee
Contents of this video ---------------------------
00:00 - Introduction
03:54 - Muslim Mohallon Mein Masjid Banane Ka Hukm
07:06 - Masajid Ko Ebaadat Se Aabaad Karo
12:07 - Masjid Ki Khidmat Kis Ko Karni Hai
16:16 - Apne Buzrugon Ki Tarah Masjid Mein Har Tarah Ke Khidmaat Pesh Karein
18:32 - Khidmaat Ki Qbooliyat Ki Dua Karein
21:49 - Masjid Ki Sirf 5 Waqt Ki Namazon Tak Mehdood Karna Ghalat Hai
23:33 - Masjid Markaz E Tauheed Hai
27:30 - Rasool (SAW) Apne Har Khutbe Mein Tauheed Ka Zikr Kyun Karte Thae
33:45 - Hum Mein Ittehaad Kaise Aayega
36:16 - Masjid Markaz E Ebaadat Hai
47:36 - Masjid Taleem O Tarbiyat Ka Markaz Bhi Hona Chahiye
50:40 - Masjid Ek Doosre Ke Liye Taaruf Ka Zariya Bane