Перейти к содержимому

खेत से ताजी 'चू' और चूल्हे की रोटी | Village Life

Jyoti vlogs

0:00 / 0:00

खेत से ताजी 'चू' और चूल्हे की रोटी | Village Life

266 просмотров · 4 дн. назад
Jyoti vlogs
197 подписчиков
266 просмотров · 4 дн. назад
Namaste dosto 🙏 Is pahadi village vlog mein dekhiye aaj ka hamara simple sa din. Aaj ham log khet se Choo (Chua / Ramdana) kaat ke laayi. Gaon mein aajkal bahut saare kaam ek saath ho rahe hain, aur Uttarakhand ke gaon ki zindagi ki ek jhalak aapke saath share kar rahi hu 🌿 Is Uttarakhand daily vlog mein aap dekhenge: 🌾 Khet se Choo ki kataai 🏔️ Pahadi gaon ka mahaul 🏠 Ghar ka aur gaon ka kaam 🌅 Din bhar ki chhoti-chhoti baatein ⏱️ Timestamps: 0:00 - Namaste aur intro 0:50 - Khet ki taraf 3:00 - Choo ki kataai 7:00 - Choo ko ghar laana 10:00 - Ghar ka kaam 12:30 - Closing Agar aapko ye village life vlog pasand aaya ho to: 👍 Video ko LIKE karein 🔗 Doston aur parivaar ke saath SHARE karein 🔔 Channel ko SUBSCRIBE karein aur bell icon dabayein 💬 Comment mein bataiye, aapko ye Choo ki kheti wala vlog kaisa laga? Aapke yahan kaun si fasal ka kaam chal raha hai? Milte hain next vlog mein. Tab tak khush rahiye, swasth rahiye 🙏 #PahadiVlog #VillageLife #DailyVlog #Uttarakhand #Chookikheti