Karam Parv - Jharkhand ki sanskriti prakriti aur aastha ka maha parv.
My Great Jharkhand
0:00 / 0:00
Karam Parv - Jharkhand ki sanskriti prakriti aur aastha ka maha parv.
204 просмотра · 2 нед. назад
My Great Jharkhand
70 подписчиков
204 просмотра · 2 нед. назад
Karam parv - Jharkhand ki sanskriti,prakriti aur aastha ka maha parv .
Karam Parab Jharkhand ke adivasi evam mool vasi sankriti ka ek mahatvpurn tyovhaar hai . Yah parv prakriti , bhai- bahan ke prem , sukh samridhi aur sukh shanti aur khush haali ka pratik mana jata hai .
Iss pawan avsar par karam vriksh ki puja ki jaati hai . log paramparik bhesh - bhusha pahan kar Mandar ki thap par jhumar aur paramparik nritya karte hain .
Karam parv hamein apni prakriti ,sanskriti aur parampara se jude rahne ka sandeh deta hai .
aaiye , apni Jharkhandi sanskriti aur parampara ko pure Bharat mein pahchan dilayen .
video yadi pasand aaye to channel ko like evam subscribe Karen .