New Letest Naat 2026 - Meri Aanke Tarasti Hai Ya Rab ! मुझको बागे मदीना दिखादे ! Arshad Kaif
Arshad Kaif и OBAIDULLAH ZEESHAN OFFICIAL
0:00 / 0:00
New Letest Naat 2026 - Meri Aanke Tarasti Hai Ya Rab ! मुझको बागे मदीना दिखादे ! Arshad Kaif
177 просмотров · 4 ч назад
Arshad Kaif и OBAIDULLAH ZEESHAN OFFICIAL
177 просмотров · 4 ч назад
New Letest Naat Sharif - Meri Aanke Tarasti Hai Ya Rab ! Heart Touching Naat Sharif ! Arshad Kaif
Lyrics : non
Voice : Arshad Kaif
Audio : Arshad Kaif Studio
Video : Arshad Kaif
Lebal : Arshad Kaif Studio
#meri_ankhain_tarasti_hai_ya_rab
#arshadkaif #naat #newnaatsharif #viralvideo
#whatsappstatus #youtubeshorts #shortvideo #masjid #india
Disclaimer
Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use
RELESE BY ARSHAD KAIF
Lyric Naat Sharif 👇👇👇👇👇
Meri Aankhein Tarasti hein Ya Rabb
Mujko Baage Madina dikhaade
Pyaar se Zindagi dene waale
Mujko Pyaare Nabi se mila de
Leke Talwaar Farook Ghar se
Qatl karne chale the Nabi ko
Paas Pahunche to ki Arz ro kar
Mere Mehboob Kalma Pada dein
Tan pe Kha Kha ke Zalim ke kode
Has ke Bole Bilaale Habashi
Mein na chhodunga Daaman Nabi ka
Be Haya Chaahe Jitni saza de
Karbala mein Husain Ibne Haidar
Haq se Farmaya Khoon mein naha kar
Taaj Shaahi Yazeedon ko de kar
Mujko Jaame Shahaadat pila de
Hindi Lyric Naat 👇👇👇👇👇
मेरी आँखें तरसती हैं या रब
मुझको बागे मदीना दिखादे
प्यार से ज़िन्दगी देने वाले
मुझको प्यारे नबी से मिला दे
लेके तलवार फ़ारूक़, घर से
क़त्ल करने चले थे नबी को
पास पहुंचे तो की अर्ज़ रो कर
मेरे मेहबूब कलमा पड़ा दे
तन पे खा खा के ज़ालिम के कोड़े
हस के बोले बिलाल हब्शी
में ना छोडूंगा दामन नबी का
बे हाय चाहे जितनी सजा दे
कर्बला में हुसैन इब्ने हैदर
हक़ से फ़रमाया खून में नहा कर
ताज शाही यज़ीदों को दे कर
मुझको जामे शहादत पीला दे