Mera Badshah Hussain Hai | No 1 Manqabat | by Saeen Ilyas
Islamic Center 786
0:00 / 0:00
Mera Badshah Hussain Hai | No 1 Manqabat | by Saeen Ilyas
227 просмотров · 5 лет назад
Islamic Center 786
2,81 тыс. подписчиков
227 просмотров · 5 лет назад
Mera Hussain AS baghe nabowat ka phool hai
haider ki us ma jaan ha khoon e Rasool SAW hai
duniya ma aur kon hia shabeer k siwa
Aisa sawar jis ki sawari Rasool SAW hai
Bakshish bhi dhondti hai shah e mashriqain ko
dil kitna manta hia janab e hussain AS ko
Mujrim ban k aya r janat kharid li
Hurr kitna janta tha mizaaj e Hussain AS ko
Ye bat kis qadar haseen jo keh gaye Moin o deen
k deen ki panah Hussain AS hai
Aisa badshah Hussain AS hai
Chupa hua khazana tha mera ksi ko bhi pta na tha
na atay ye zahoor ma tu ma ksi ka b khuda na tha
Meri pori qainat jis k rooh ba rooh bani
wo panchawa gawah Hussain AS hai
Qanoon e mushiyat ka shanasa aisa
Kousar hu jo qadmo ma tu payasa kaisa
aur kyn na jhoom e uthain fakhar se Rasool SAW arbi
Taqdeer se milta hai nawasa AS aisa
Duaon Mein Nidaon Mein Joh Wasta Isse Banaega
Bahisht Ki Joh Rahon Ka Rasta Isse Banaega
Na Waste Mein Tod Hai Na Raste Mein Mod Hai
Aisi Sidhi Rah Hussain Hai, Mera Husain Hai
wo Hussain Jis ne dab kar b na sitam ki na maani
ye namaz ye azaanain hai uski ki mehrbani
ye azeem mehman ki thi ajeeb maizbani
tera gham mila jo mujh ko mere saiyan khuulay raaz e hayee hasti
tera gham rahe salamat tere gham ki meharbani
suno suno ye deen tu Hussain ka humain hi daan hia
jahan jahan ye deen ha wahan Hussain hukmaran hai
pak sarzameen ka is k har maqeen ka mola sarbara Hussain hai
Follow us on Facebook
/ naatpoints
Follow us on Gmail
https://plus.google.com/b/11339973142...