RT - 2 Bhule Se Bhi Main (HAR DAFA ALBUM) (PAGE NUMBER 33) Official Audio 2026
RT MUSIC и TWLR DS63 RECORDS
0:00 / 0:00
RT - 2 Bhule Se Bhi Main (HAR DAFA ALBUM) (PAGE NUMBER 33) Official Audio 2026
45 просмотров · 4 дн. назад
RT MUSIC и TWLR DS63 RECORDS
45 просмотров · 4 дн. назад
HAR DAFA ALBUM (Page Number 33) — Ek Adhuri Kahani 📜💔
Usko lagta hai sab khatam ho gaya... usne toh shayad kab ka aage badhkar mujhe bhula diya... 🥀🖤
Par mere liye? Mere liye aaj bhi kuch nahi badla. Mera pyaar, mera ehsaas, mera dard... sab aaj bhi wahi thaher gaya hai. 💔🌧️
Yeh koi album nahi hai... yeh mere 8-9 saal ke uss intezar ki aakhri cheekh hai jise maine itne saalo se apne seene mein daba kar rakha tha. ⏳🩸
Usne mujhe wo pyaar diya jise main kabhi nahi bhool sakta, aur aisa dard bhi diya jo har roz mujhe andar se todta raha. 🥀💔 Usne baaki sab par vishwas kiya... bas ek mujh par kabhi bharosa nahi kar paayi. 😢🤌
Usne apna rasta badal liya, par mere andar ka wo ehsaas aaj bhi sirf uske liye dhadakta hai. 🥀❤️🩹 Unhi toote hue khwabon, unhi adhuri yaadon aur uss kabhi na khatam hone wale pyaar ko maine Page Number 33 ke har ek lafz mein hamesha ke liye amar kar diya hai. 📜🕊️
Is album ka har ek gaana ek alag zakhm hai, ek alag vibe hai, ek alag ehsaas hai. Yeh meri kitni hi kaali raaton ki mehanat aur aakhri aansu hain jo aaj 8-9 saal baad aazad huye hain. 🎧🕯️
Isse bas gaana samajh kar mat sunna... headphone lagana, aankhein band karna, aur mehsoos karna uss dil ko... jo aaj bhi uske liye utna hi tadapta hai. 🕯️❤️🩹
Audio Credits:
Album : Har Dafa (Page Number 33)
Song : Bhule Se Bhi Main
Artist & Lyrics : RT
Music by : RT
Mixing & Mastered by : RT
Video Credits:
Video Editor : RT
Label - @TWLRDS63RECORDS 🧢
/ @twlrds63records
/ @rt_music1426
#RT
#hardafaalbum
#bhulesebhimain
#pagenumber33
#twlrds63records
#hindirapsong
©℗RT
Official Audio