EVERYTHING Only 2 Riyal?! 🔥😱| Ya Balash 2 Riyal Shop | Souq Al Hijaz | Jeddah Vlog 🇸🇦
🎀 Just me 🎀
0:00 / 0:00
EVERYTHING Only 2 Riyal?! 🔥😱| Ya Balash 2 Riyal Shop | Souq Al Hijaz | Jeddah Vlog 🇸🇦
9 350 просмотров · 3 дн. назад
🎀 Just me 🎀
1,78 тыс. подписчиков
9 350 просмотров · 3 дн. назад
Salamun Alaiekum Guys 💕
Aj ke vlog mein main aap sab ko le kar aayi hun Souq Al Hijaz mein Ya Balash ki 2 Riyal wali shop par! 😍🇸🇦
Yahan mujhe mila bohat sara saman sirf aur sirf 2 Riyal mein! 😱 Shop mein household items, makeup, accessories aur bohat si budget-friendly cheezein dekhne ko milin.
Agar aap Jeddah mein rehte hain aur sasti shopping karna pasand karte hain, to ye shop tour aap ke liye bohat interesting hone wala hai. 🛍️
Video ko end tak zaroor dekhein aur comment karke batayein ke aapko is shop mein sab se achi cheez kya lagi. ❤️
Video pasand aaye to Like karein, apni family aur friends ke sath Share karein aur channel ko Subscribe karna na bhoolein. 🥰
📍 Location: Ya Balash, Souq Al Hijaz, Jeddah, Saudi Arabia 🇸🇦
Thank you so much for your love and support! ❤️
#YaBalash #2RiyalShop #SouqAlHijaz #JeddahShopping #JeddahVlog #SaudiArabiaVlog #CheapShopping #BudgetShopping #ShoppingInSaudiArabia #JeddahSaudiArabia